122 poems · 36 poets
Kehte Tu Ho Yun Kehte Yun Kehte Jo Vo Ata Ye Kehne Ki Baatain Hain Kuch Bhi Na Kaha Jata
Phir Un Ki Gali Main Jaye Ga, Phir Sahu Ka Sajda Kar Le Ga Is Dil Par Barosa Kon Kare Har Roz Muslman Hota Hai
Iqrar Mein Kahan Hai Inkar Ki Se Sorat Hota Hai Shoq Ghalib Us Kin Ahi Nahi Par
Aaina Dekh Zara Kya Mein Ghalat Kehta Hun Tu Ne Khud Se Bi Koi Baat Chupa Rakhi Hai
Kal Chaudhvin Ki Raat Shab Bhar Raha Charcha Tera Kuch Na Kaha Ye Chand Hai Kuch Ne Kaha Chehra Tera
Na Jaane Konsi Manzil Pe Aa Pohcha Hai Payar Apna Na Ham Ko Ietbar Apna Na Un Ko Ietbar Apna
Tumhen Jab Ru-baro Dekha Karen Gey Ye Socha Hai Bohat Socha Karen Gey
Rwaj Tu Yehi Hai Dunya Ka Mil Jana Bichar Jana Tum Se Ye Kesa Rishta Hai Na Milte Ho Na Bicharte Ho
Hamare Baad Nahi Aaye Ga Usay Chahat Ka Aisa Maza Wo Auron Se Khud Kehta Phire Ga Muje Chaho Us Ki Tarah
Usay Trahsa K Hera Bna Dia Ham Ne Faraz Magar Ab Ye Sochte Hain Usay Khredain Kesay
Gar Bazi Ishq Ki Bazi Hai Jo Chao Laga Do Dar Kesa Gar Jeet Gye Tu Kya Kehne, Haare Bhi Tu Bazi Maat Nahi
Jurtay hoye dekha nahi totay hoye dil ko Gir jayen jo ansu to uthaye nahi jatay
Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi Sitam na ho tu muhabat main kuch maza hi nahi
Aap Dolat Ke Tarazon Mein Dilon Ko Tolen Ham Mohabat Se Mohabat Ka Sila Dete Hain
Faqat Is Shoq Mein Pochi Hai Hazaron Baatain Mein Tera Husn Tere Husn-e Bayan Tak Dekhon
Os Ny Kaha Tha Ishq Dhong Hai Main Ny KahaTujhy Ishq Ho Khuda Kary Koi Tujh Ko Os Sy Juda Kary Tery Hont Hansna Bhol Jayen Teri Ankhen Purnam Raha Karen To Os Ki Baten Suna Kary To Os Ki Baten Kia Kary
Ham Ne Tu Khud Se Intiqam Lya Tum Ne Kya Soch Kar Mohabat Ki
Mat kaho muje izhary mohabbat zuban se bayan karne ko Suna hai zamany se ke hoty hain kaan deewaroon ke bhi Hony do ye qisa bayan aankhoon se sahar Ke kar deti hain har baat khamoshi main bhi
Nikal Do Sene Se Kambakhat Hai Ye Dil Mohabat, Mohabat, Mohabat Laga Rakhi Hai
Jo Mera Hai Main Kisi Aur Ko Kun Don Mai Apni Mohabat Main Bachon Ki Tarah Hun
Showing 100 of 122