Skip to content
SadPoetry
EN

Ishq Dhong Ha…

2 couplets
Share
Make a card
  1. Os Ny Kaha Tha Ishq Dhong Hai Main Ny Kaha

  2. Tujhy Ishq Ho Khuda Kary Koi Tujh Ko Os Sy Juda Kary Tery Hont Hansna Bhol Jayen Teri Ankhen Purnam Raha Karen To Os Ki Baten Suna Kary To Os Ki Baten Kia Kary Tujhy Ishq Ki Wo Jharri Lagy To Milan Ki Har Pal Dua Kary To Nagar Nagar Sadda Kary To Gali Gali Phira Kary Tujhy Ishq Ho Phr Yaqeen Ho Osy Tasbeeh Peh Parha Kary Phr Main Kahon Ishq Dhong Hai To Nai Nai Keya Kare

Submitted by Usama Nazar

Report a mistake

More Ishq Shayari

See all