122 poems · 36 poets
Jesi Ab Hai Aesi Halat Mein Nahi Reh Sakta Mein Hamesha Tu Mohabat Mein Nahi Reh Sakta
Haqeqat Khul Gayi Hasrat Tere Tark-E Mohabat Ki Tuje Tu Ab Wo Pehle Se Bhi Barh Kar Yaad Aate Hain
Kash Har Raat Ik Hi Manzar Ho Chand, Parbat, Ye Jheel Mein Aur Tum
Ghamza Nahi Hota Keh Ishara Nahi Hota Aankh Un Se Jo Milti Hai Tu Kya Kya Nahi Hota
Pagal Pan Ki Sari Likerain Mere Hath Main Kun? Jis Ku Chahon, Main Hi Chahon, Main Hi Chahon Kun?
Gham Ki Barish Ne Tere Naqsh Ko Dhoya Nahi Tu Ne Muje Kho Dia Main Ne Tuje Khoya Nahi
Ibtida Wo Thi Ke Jeena Tha Mohabat Mein Mahal Intiha Ye Hai Ke Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya
Ik Umar Kat Gayi Lekin Bachpana Nahi Jata Ham Diye Jilate Hain Aaj Bhi Teri Aahat Par
Chal Rahe Hain Zamane Main Rishwaton Ke Silsaly Tum B Kuch Le De K Muj Se Mohabat Kar Lo
Mein Ne Sadyon Guzarna Hai Tuje Tu Mera Aakhri Zamana Hai
Masrofiat Mein Aati Hai Be-Had Tumhari Yaad Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti
Ham Jis Pe Mar Rahe Hain Wo Hai Baat Hi Kuch Aur Aalam Mein Tuj Se Lakh Sahi Tu Magar Kahan
Yun Bhi Hazaron Lakhon Mein Tum Intekhab Ho Pora Karo Sawal Tu Phir La-Jawab Ho
Ham Kya Krein Agar Na Teri Aarzo Krein Dunya Mein Aur Bhi Koi Tere Siwa Hai Kiya
Tuj Ko Khabar Nahi Mgar Ik Sadah Loh Ko Barbad Kar Dia Tere Do Din Ke Pyar Ne
Bas Tum Muje Achi Lagti Ho Tum Itni Sundar Ho K NahiTumhain Ik Nazar Jo Dekhe Wo Sudh Budh Bhole Madhosh Rahe
Apni Tabhaion Ka Muje Koi Gham Nai Tum Ne Kisi Ke Sath Mohabat Nibah Tu Di
Tere Khayal Mein Jab Be Khayal Hota Hun Zara Si Dair Hi Sahi Be Misal Hota Hun
Jo Tu Nahi Tu Ye Mukamal Na Ho Saken Gi Teri Yehi Ahmiyat Hai Meri Kahaniyon Mein
Dil Hi Tu Hai Na Aaye Kyun, Dam Hi Tu Hai Na Jaye Kyun Ham Ko Khuda Jo Sabar De Tuj Se Haseen Bnaye Kyun
Showing 80 of 122