122 poems · 36 poets
Mohabat Karne Walon Ki Tajarat Bhi Anokhi Hai Manafa Chor Dete Hain Khasaray Baant Lete Hain
Kis Liye Dekhti Ho Aaina Tum To Khud Se Bhi Khobsorat Ho
Jane Woh Kaisay Log Thay Jin Ke Pyar Ko Pyar Mila Hum Ne To Jab Kalyan Mangani Kantoon Ka Haar Mila
Yun Bhi Hota Hai Ke Yak Dam Koi Acha Lag Jaye Baat Kuch Bhi Na Ho Aur Dil Mein Tamasha Lag Jaye
Mujhe Pholon Pe Bhi Neend Na Aye Gi Mera Markaz Mera Mehwar Teri Aghosh Hai Aj
Ae Dost Ham Ne Tark-e Mohabat Ke Bawajod Mehsoos Ki Hai Teri Zaroorat Kabhi Kabhi
Tuje Bhol Kar Bi Na Bhula Skoon, TUje Chah Kar Bi Na Pa Skoon Meri Hasratoon Ko Shumar Kar Meri Chahton Ka Sila Na da Day
Lakhon Mein Intikhab Ke Qabil Bna Dya Jis Dil Ko Tum Ne Dekh Liya Dil Bna Diya
Mohabat Mein Ik Aesa Waqt Bhi Dil Par Guzarta Hai Ke Aanso Khusk Ho Jate Hain Tughiani Nahi Jaati
Aik Maqam De Rakha Hai Tere Naam Ko Log Baat Manwaa Lete Hain Tera Zikar Kar Ke
Tasalsal Tha Bay Khudi Ka Ya Subah Ka Ghubar Tha Aankhon Mai Uski Raat Ka Baqi Khumar ThaMuj Ko Pla Ke Wo Bara Masroor Tha Hoa Mai Ne Bi Jam Le Lia Muje Aetbar Tha
Jhuki Jhuki Si Nazar Be Qarar Hai Ken Ahi Daba Daba Sa Sahi Dil Mein Payar Hai Ke Nahi
Nazar Jo Koi Bhi Tujh Sa Haseen Nahi Aata Kisi Ko Kya Mujhe Khud Bhi Yaqeen Nahi Aata
Dushmani Muj Kiye Ja Magar Apna Ban Kar Jaan Le Le Meri Sayad Magar Payar Se
Jin Se Afsaan-E Hasti Mein Tasalsul Tha Kabhi Un Mohabat Ki Ravayat Ne Dam Tor Diya
Be Tahasha Hain Sitare Lekin Chaand Aik Adad Hai Had Hai
Ye Samandar Hi Ijazat Nahi Deta Warna Main Ne Pani Pe Tere Naqsh Bna Dene Thay
Apna Pyar Kitna Pak Raha Janam Chooma Sirf Tere Peghamaat Ko
Mohabat Mein Ye Kya Muqam Aa Rahe Hain Ke Manzil Pe Hain Aur Chale Ja Rahe Hain
Tumhara Kia Bigara Tha Jo Tumne Tor Dala Hai Ye Tukre Mai Nahi Lun Ga Muje To Dil Bna Kar Do
Showing 40 of 122