122 poems · 36 poets
Mohabat Ka Tum Se Asar Kya Kahun Nazar Mil Gayi Dil Dharkne Laga
Jese Meri Nigah Ne Dekha Na Ho Kabhi Mahsoos Ye Hoya Tujhe Har Baar Dekh Kar
Khawab Hi Khawab Kab Talak Dekhon Kash Tujh Ko Bhi Aik Jhalak Dekhon
Saaf Bach Nikle Ga Wo Bla K Zaheen Hai Mohabat Chor De Ga Qismat K Bhana Kar Ke
Wo Mera Tha Mera Hai Aur Mera Hi Rahe Ga Qayam Hai Isi Zid Pe Ye Mera Dil Dheet Kahin Ka
Sir-e Tur Ho Sir-e Ishq Ho Hmain Intezaar Qabool Hai Wo Kabi Milain, Wo Kahain Milain, Wo Kabi Sahi, Wo Kahin Sahi
Mohabat Apnay Liye Jin Ko Muntakhib Kar Le Wo Log Mar Ke Bhi Marte Nahi Mohabat Mein
Husn Ko Chand, Jwani Ko Kanwal Kehte Hain Un Ki Soorat Nazar Aye Tu Ham Ghazal Kehte Hain
Ik Naam Kya Likha Tera Sahal Ki Rait Par Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
Haya Se Sir Jhuka Lena Ada Se Muskara Dena Haseeno Ko Bhi Kitna Sahal Hai Bijli Gira Dena
Ham Bhol Saken Hain Na Tuje Bhol Saken Gey Tu Yaad Rahe Ga Hamain Haan Yaad Rahe Ga
Ham Is Qadar Bi Nahi Apni Ana K Taba Tum Pkaro Tu Sahi Lot K Aa Jayen Gay
Kya Jane Kis Ada Se Liya Tu Ne Mera Naam Dunya Samajh Rahi Hai Ke Sach Much Tera Hun Mein
Apni Sansain Bi Kar Don Teri Sanson Mein Muntaqil Is Se Zaida Tuje Aur Kis Tarah Chahon
Ya Tu Kisi Ko Jurat-E Deedar Hi Na Ho Ya Phir Meri Nigah Se Dekha Kare Koi
Zikar Shab-E Firaq Se Wahshat Usay Bhi Thi Meri Tarah Kisi Se Mohabat Usay Bhi Thi
Tuj Se Ab Aur Mohabat Nahi Ki Ja Sakti Khud Ko Itni Bhi Azyat Nahi Di Ja Sakti
Teri Aankhon Mai Aansu Thay Meri Khatar Wo Ik Lamha Muje Zindagi Se Pyara Lga
Ajab Jalwa Numai Hai, Jidhar Dekhun Tumhi Tum Ho Mujhe Tu Aaine Mein Aks Bhi Mera Nahi Milta
Raat Ke Shayad Aik Baje Hain Sota Ho Ga Mera Chand
Showing 60 of 122