49 poems · 17 poets
Wo Kya Gya Ke Ronaq e Dar-o Dewar Gyi Mohsin Ik Shakhs Le Gya Meri Dunya Samait Kar
Pagal Pan Ki Sari Likerain Mere Hath Main Kun? Jis Ku Chahon, Main Hi Chahon, Main Hi Chahon Kun?
Mein Ne Chaha Hai Tuje Aam Se Insan Ki Tarah Tu Mera Khwab Nahi Hai Jo Bikhar Jaye Ga
Wo Aa Rahe Hain Wo Aate Hain Aa Rahe Hun Gey Shab-e Firaq Ye Keh Kar Guzar Di Ham Ne
Usay Ye Kon Btlaye Usay Ye Kon Samjhaye Bohat Khamosh Rehne Se Taluq Tot Jate Hain
Kab Bhulaye Jate Hai Dost Juda Ho Kar Bi Wasi Dil Tot Tu Jata Hai Rehta Phir Bi Sene Mai Hai
Muje Ghuroor Rehta Hai Teri Aashnai Ka Magar Sath Gham Bhi Hai Teri Judai KaBher Mein Akele Pan Ka Ihsas Hota Hai Tere Bin Yeh Haal Hai Meri Tanhai Ka
Pass Rah Kar Judai Ki Tuj Se Dor Ho Kar Tuje Talash KiaMein Ne Tera Nishan Gum Kar Ke Apne Andar Tuje Talash Kia
Thi Wasal Mein Bhi Fikar Judai Tmam Shab Wo Aye Bhi Tu Neend Na Ayi Tmam Shab
Agar Kabi Neend A Jaye Tu So Bi Liya Kar Saghir Raaton Ko Jagte Rehne Se Bichre Lota Nahi Karte
Phir Yun Hoa Ke Sath Tera Chorna Para Sabat Hoa Ke Lazim O Malzoom Kuch Nahi
Us Ne Ye Soch Kar Hame Alwida Keh Diya Mohsin Ye Ghreeb Log Hain Muhabat Ke Siwa Kya Dey Gey
Be Waja Nahi Rota Ishq Main Koi Jisay Khud Se Barh Ke Chaha Ho Wo Rulata Zaroor Hai
Wo Raaste Se Jo Palta To Ruk Gaya Main Bhi Qadam Qadam Na Rahe Phir Safar Safar Na RahaNazar Se Us Ne Giraya Kuch Is Tarah Khawar Ke Main Khud Apni Nigahon Mein Motabar Na Raha
Apni Tabiat Ka Mizaaj Bi Bohat Ajeeb Hai Log Mot Se Darte Hai Aur Ham Teri Judai Se
Haseen Khwab Dikha K Bhol Jate Hain Log Apna Bna K Bhol Jate Hain Judai Ka Naam Sun Ke Rone Wale Kuch Dor Ja Ke Bhol Jate Hain
Juda Ho Kar Bi Dono Je Rahay Hain Aik Mudat Se Kabi Dono Hi Kehte Thay Ke Aisa Ho Nahi Sakta
Meri Qurbtain Bi Srab hain Ye Bhala Huwa Jo Mili Nahi Teri Durian Bi Azab Hain Mere Dasht-e Jaan Se Tali Nahi
Aankhon Ko Intezaar Ka De Kar Hunar Chala Gaya Chaha Tha Ik Shakhs Ko Jane Kidhr Chala Gaya
Agar Wo Zindagi Main Faqt Aik Bar Mera Ho Jata Tu Main Zamane Ki Kitabon Se Lafz Bewafai Hi Mita Deta
Showing 40 of 49