49 poems · 17 poets
Tuje Bholne Ki Kosishain Kabi Kamyab Na Ho Sakain Teri Yaad shakh-e Gulab Hai Jo Hawa Chali Tu Mahak Gai
Ishq Ka Apna Ghuror Husn Ki Apni Ana Un Se Aya Na Gaya Ham Se Bhulia Na Gaya
Kab Kon Kisi Ka Hota Hai Sab Jhote Rishte Naate HainSab Dil Rakhne Ki Batain Hain Sab Asli Roop Chupate Hain
Aaj Bi Wesa Hi Mosam Hai Aaj Bi Wese Hi Badal HainAaj Bi Wesi Hi Barish Hai Jab Ham Pehli Bar Milay ThyYad He Ham Ne Ye Socha Tha Ham Ko Milte Dekh Ke MosamItna Khush Hai, Itna Khush Ke Is Ki Aankhein Bheig Gayen Hain
Ab Ye Socha Hai Apni Zaat Main Rahein Gay Mohsin Buhat Dekh Lia Logon Se Shanasai Kar Ke
Raat Dehlez Par Bethi Rahin Aankhein Meri Tu Na Aya Tu Koi Khwab Hi Bheja Hota
Ihsaas Muhabat Ki Methas Se Muje Aagah Na Kar Ye Wo Zahar Hai Jo Main Pehle Bi Pee Chuka Hoon
Muhabat Tu Barish Hai Jisay Chohne Ki Khawish Main Hathalian Gheli Ho Jati Hain Magar Haath Hamesha Khali He Rahte Hain…
Main Tuj Ko Panay Ki Hasrat Main Kab Tak Zillat Uthata Rahon Koi Aesa De Muje Dhoka Ke Meri Aas Toot Jaye
Showing 49 of 49