853 poems
Kitabon Ki Tarah Hai Wo Bhi Alfaz Se Bharpur Magar Khamosh
Khafa Tum Na Raho Hum Say Khafa Say , Hum Hi Achy Hein
Ik Naam Kya Likha Tera Sahal Ki Rait Par Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
Ye Aarzo Thi Keh Ham Us Ke Sath Chalein Magar Wo Sakhs Tu Rasta Badalta Jata Hai
Mery Hissay K Wo Ghum Dy Gaya Hai Meri Uss Say Sharakat to Nahi Thi
Loat Ayi Hain Dekho Barishain Phir Se Yahan Wahan Ik Tumhi Ko Loat Aane Ki Fursat Nahi Milti
Ganwai Kis Ki Taman’na Mein Zindagi Mein Ne Wo Koon Hai Jisey Dekha Nahi Kabhi Mein Ne
Wo Kya Gya Ke Ronaq e Dar-o Dewar Gyi Mohsin Ik Shakhs Le Gya Meri Dunya Samait Kar
Baat Krni Tak Na Aati Thi Tumhein Ye Hamare Samne Ki Baat Hai
Phol Tu Phol Hain Aankhon Se Giray Rehte Hain Kante Bekar Mein Hifazat Mein Lage Rehte Hain
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza Hans Hans Ke Ah Ah Kiye Ja Raha Hun Mein
Ham Arz-E Wafa Bhi Kar Na Sake Kuch Keh Na Sake Kuch Sun Na Sake Ya Ham Ne Zuban Hi Kholi Thi Wan Aankh Jhuki Sharma Gaye
Keh Diya Tu Ne Jo Masoom Tu Ham Hain Masoom Keh Diya Tu Ne Gunah-Gar Gunah-Gar Hain Ham
Haya Se Sir Jhuka Lena Ada Se Muskara Dena Haseeno Ko Bhi Kitna Sahal Hai Bijli Gira Dena
Aao Mil Jao Keh Ye Waqt Na Pao Gey Kabi Mein Bhi Hamrah Zamana Ke Badal Jaon Ga
Wo Raatain Chand Ke Sath Gayen Wo Batain Chand Ke Sath Gayen Ab Sukh Ke Sapne Kya Dekhein Jab Dukh Ka Suraj Sar Par Ho
Bhari Bazam Mein Raaz Ki Baat Keh Di Bara Be-Adab Hun Saza Chahta Hun
Zindagi Kya Hai Ik Kahani Hai Ye Kahani Nahi Sunani Hai
Ab Dekh Le Ke Sena Bhi Taza Hoya Hai Chak Phir Ham Se Apna Hal Dikhaya Na Jaye Ga
Ghair Se Nafrat Jo Pali Kharch Khud Par Ho Gyi Jitney Ham Thy Ham Ne Khud Ko Us Se Aadha Kar Liya
Showing 560 of 853