853 poems
Jawab deta hoon main bi Kamal Aankhon se Wo le ke ate hain jab bhi sawal aankhon main
Zindagi se ham kuch udhar nahi lete faraz Kafan bi latey hain to zindagi day kar
Mein Zamane Mein Faqat Is Liye Badnam Hun Mujhe logon Ki Tarha Badalna Nahin Aata
Prindon ki dunya ka darwaish hoon main Ke shaheen bnata nahi aashiyana
Husn-e Kardar Se Noor-e Mujasam Ho Ja Keh Iblees Bi Tuje Dekhe To Musalman Ho Jaye
Dhondta phirta hoon ay iqbal apnay ap ko Ap hi goya musafar ap hi manzal hoon main
Yeh Faizan-e-Nazar Tha Ya Ke Maktab Ki Karamat Thi, Sikhaye Kis Ne ‘Ismaeel (A.S)’ Ko Adaab-e-Farzandagi..!
Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..
Ager dil haar bethe ho, Mere humdum mohabbat mein, Fana kesi? Baqa kesi? Saza kesi? Jaza kesi
Teri Palkon main rukna hai raat bhar ke liye Main to ik khwab hun, Subha ko chala jaon ga…!
Tumhari thi shararat mehndi se hatheli pe naam likhna, Aur mujhe ruswa kar diya tumne yunhi khailte khailte
Neend to Anay ko thi par Dil pichly kisy le betha Ab khud ko be waqt sulany main kuch waqt lagay ga
Kuch Kehne Ka Waqt Nahi Ye Kuch Na Kaho Khamosh Raho Ae Log Khamosh Raho Han Ae Logo Khamosh Raho
Showing 853 of 853