853 poems
Wo Thay Na Mujh Se Dor Na Mein Un Se Dor Tha Aata Na Tha Nazar Tu Nazar Ka Qasoor Tha
Wo Jo Kehta Tha Kuch Nahi Hota Ab Wo Rota Hai Chup Nahi Hota
Shabab-e Rafta Ke Qadam Ki Chaap Sun Raha Hun Main Nadeem Ehad Shoq Ki Sunaye Ja Kahanian
Mere Hath Ki Lakeer Juda Hai Tujh Se Khair Tum Mere Ho, Lakeer Jesi Bhi Hai
Yun Wo Dil Ko Jala Kar Sote Hain Ham Se Nazren Chura Kar Sote Hain
Bigron Jo Kisi Baat Pey, Badalta Nahi Hun Main Jo Than Lon Ik Baar Tu Badalta Nahi Hun Main
Janta Hun Mere Qissa Go Ne Asal Qissay Ko Chupa Rakha Hai
Hmain Ma’alom Hai Ham Se Suno Mehshar Mein Kya Ho Ga Sab Us Ko Dekhte Hon Gey Wo Ham Ko Dekhta Ho Ga
Mein Mudaton Jiya Hun Kisi Dost Ke Beghair Ab Tum Bhi Sath Chorne Ko Keh Rahe Ho Khair
Koi Aey Shakeel Pochey Ye Junon Nahi Tu Kya Hai Ke Usi Ke Ho Gaye Ham Jo Na Ho Saka Hmara
Hazar Dard Ke Rango Se Aashna Thi Nazar Phir ik Khawab e Siyyah Kha Gaya Meri Aankhein
Badla Hoya Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang Kya Dil Ke Zakhm Ka Koi Tanka Udhar Gaya
Khalono Ke Liye Bachy Abhi Tak Jagte Hon Gey Tujhey Ae Muflasi Koi Bahana Dhond Lena Hai
Dushmano Se Pasheman Hona Para Hai Doston Ka Khuloos Aazmane Ke Baad
Bara Shoq Tha Unhain Mera Aashiana Dekhne Ka Jab Dekhi Meri Gharebi Tu Rasta Badal Lya
Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mahsoos Ho Jahan Mein Dil Ko Us Muqam Pe Lata Chala Gaya
Chotay Chotay Kyi Be Faiz Mufadat Ke Sath Log Zinda Hai Ajab Sorat-E Halat Ke Sath
Jaante Thy Dono Ham Us Ko Nibah Nahi Sakte Us Ne Waada Kar Liya Mein Ne Bhi Waada Kr Liya
Kitne Aesh Se Rehte Hun Gey Kitne Itraate Hun Gey Jaane Kese Log Wo Hun Gey Jo Us Ko Bhaate Hun Gey
Talash Karni Thi Ik Roz Apni Zaat Mujhe Ye Bhoot Bhi Mere Sar Par Sawar Hona Tha
Showing 500 of 853