853 poems
Khud-Garz Hota Tu Hjoom Hota Sath Mukhlis Hoon Is Liye Tu Tanha Hoon
Kisi Aur Ko Mere Haal Se Na Gharz Hai Koi Na Waasta Main Bikhar Gaya Hun Sameet Lo Main Bigar Gaya Hun Sanwaar Do
Dunya Mein Hun Dunya Ka Talabgar Nahi Hun Bazaar Se Guzra Hun Kheridar Nahi Hun
Ho Maloon To Aana Maiyat Pe Meri Tera Dil Hai Door, Door Ghar Nahi
Is Shab Ke Muqadar Mein Sehar Hi Nahi Mohsin Dekha Hai Kayi Baar Chiraghon Ko Bhuja Kar
Kal Matam Be Qeemat Ho Ga Aaj Un Ki Toqeer Karo Dekho Khon Jigar Se Kya Kya Likhte Hain Afsane Log
Aesa Nahi Ke Un Se Mohabat Nahi Rahi Jazbaat Mein Wo Pehli Se Shidat Nahi Rahi
Tere Lafzon Mein Wo Tafseel Kahan Apni Aankhon Se Kaho Baat Krein
Rakh Ke Munh So Gaye Ham Aatishen Rukhsaron Par Dil Ko Tha Chain Tu Neend Aa Gayi Angaron Par
Ajeeb Shakhs Hai Naraz Ho Ke Hansta Hai Main Chahta Hun Khafa Ho Tu Wo Khafa Hi Lagey
Kanton Se Dil Lagao Jo Ta-Umar Sath Dein Pholon Ka Kya Jo Sans Ki Garmi Na Seh Sakain
Aamir Kisi Ko Zulfen, Kisi Ko Pasand Aankhen Hai Jo Zair-e Lab Til, Hai Wo Jaan Kisi Ki
Aamer Dukh Diye Tum Ne Tu Kya, Sab Ne Diye Teri Soghat Ye Dolat Meri, Mera Ye Khayal Hai
Yaar Hote Tu Mujhe Munh Par Bura Keh Dete Bazam Mein Mera Gila Sab Ne Kiya Mere Baad
Mujh Se Behtar Ki Tamnna Usay le Dobey Gi Kya Bura Hai Jo Wo Mujh Per Qanayat Kar Le
Aamier Wo Ayen Na Ayen Ye Baat Dosri Tasveer Kafi Hai Tasawur Kafi Hai
Mil Gaya Ho Ga Koi Ghazab Ka Hamdard Warna Mera Yaar Badalne Wala Tu Nahi Tha
Tum Na Hanste Tu Na Hansta Zamana Mujh Per Hosla Tum Ne Barhaya Hai Tamshai Ka
Ho Ga Tera Bhi Har Kisi Ke Lab Pe Naam Aamir Maamla Ye Ho Ga, Qabar Ki Jab Pehli Raat Ho Gi
Wo Kuch Is Tarah Mujhe Saza Deta Hai Har Baar Milne Ki Tareekh Barha Deta Hai
Showing 480 of 853