Yahan mazdoor ko marne ki jaldi
Yahan mazdoor ko marne ki jaldi kuch yun bhi hai mohsin
Keh zindagi ki kashmakash main kafan mehnga na ho jaye
Yahan mazdoor ko marne ki jaldi kuch yun bhi hai mohsin
Keh zindagi ki kashmakash main kafan mehnga na ho jaye
Dekha kitab e ishq ke awraaq khol kar
Awal bhi tera naam tha, aakhir bhi tera naam
Aflaas ki basti main jaa kar tu dekho
Wahan bachy to hoty hain magar bachpan nahi hota
Har december isi wehshat main guzaara ka kahin
Phir se aankhon main tere khawab na aanay lag jayen
Aaj wo parh liya gya jis ko parha na jaa saka
Aaj ksi kitab main kuch bhi likha hoa nahi
Yeh Barson Ka Taaluq Toar Dena Chahtay Hain Ham
Ab Apne Aap Ko Bhi Chore Dena Chahtay Hain Ham
Meri tareef karay ya mujhy badnaam karay
Jis ne jo baat bhi karni hai sar-e aam karay
Main faqeeron se bhi krta hon tijarat aksar
Jo aik pese main lakhon ki dua dete hain