853 poems
Tujhi Par Kuch Ae Buut Nahi Munhasir Jisay Hum Ne Pooja Khuda Kar Diya
Shayad Wo Mohabbat Ki Koi Aur Qisam Chahta Tha Main Ne Usay Dil Diya, Mgar Wo Jisam Chahta Tha
Shumaar Us Ki Sakhavat Ka Kya Karen Ke Woh Shakhs Chairagh Baantta Phirta Hai Chean Kar Ankhen
Aaj To Be Sabab Udaas Hai Jee Ishhq Hota To Koi Baat Bhi Thi
Dil Pea Aye Hoye Ilzaam Se Pehchante Hain Log Ab Muj Ko Tere Naam Se Pehchante Hain
Dil Se Khayal-e Dost Bhulaya Na Jaye Ga Sene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga
Ghar Se Yeh Soch Ke Nikla Hon Ke Mar Jana Hai Ab Koi Raah Dikha Day Ke Kidhar Jana Hai
Alfaaz Kahan Insan Buray Hote Hain Lafzon Se Tu Bas Jazbaat Juray Hote Hain
So Jatay Hain Foot Path Pay Akhbar Bichaa Kar Mazdoor Kabhi Neend Ki Goli Nahi Khatay
Main Tu Mohabbat Ki 'Meem' Se Bhi Door Bhaagne Wala Shaks Tha Aur Wo Tha Ke Mohbbat Ki 'Tay' Tak Ta'awan Chahta Tha
Mohabbat Main Aur Kitni Zillat Dikhana Chahte Ho Ghar Se Tu Niklwa Diya Ab Kya Watan Churwana Chahte Ho
Kama Ke Jo Bhi Lata Hai Wo Ghar Pey Waar Deta Hai Karaye Daar Ko Ghar Ka Karaya Maar Deta Hai
Aankhon Main Hai Ajab Saroor Teri Hai Qayamat Tere Chehray Ki Kashish
Jisay Barish Ke Pani Mein Baha Kar Muskrate Thay Muje Kaghiz Ki Wo Kashti Zara Phir Se Bana Dena
Us Ne Goya Mujhi Ko Yaad Rakha Mein Bhi Goya Usi Ko Bhol Gaya
Wo Chehra Hath Mein Ley kar Kitab Ki Sorat Hari K Lafz Har Ik Naqsh Ki Ada Dekhon
Had Hai Apni Taraf Nahi Main Bhi Aur Un Ki Taraf Khudai Hai
Ham Haqeeqat Hain Tu Tasleem Na Karne Ka Sabab Han Agar Harf Ghalat Hain Tu Mita Do Ham Ko
Tere Jamal Ki Tasweer Khench Dun Lekin Zuban Mein Aankh Nahi Aankh Mein Zuban Nahi
Ye Kon Aane Jaane Laga Is Gali Mein Ab Ye Kon Meri Dastan Duhraane Wala Hai
Showing 360 of 853