853 poems
Umar Jitni Bhi Kati Us Ke Bhrose Pe Kati Aur Ab Sochta Hun Is Ka Bhrosa Kya Tha
Zindagi Jabr-E Musalsal Ki Tarah Kaati Hai Jane Kis Jurm Ki Payi Hai Saza Yaad Nahi
Mujh Ko Tu Hosh Nahi Tum Ko Khabar Ho Shayad Log Kehty Hain Keh Tum Ne Mujhe Barbad Kia
Mohabat Mein Ik Aesa Waqt Bhi Dil Par Guzarta Hai Ke Aanso Khusk Ho Jate Hain Tughiani Nahi Jaati
Raqeebon Ne Rapat Likhwai Hai Ja Ja Ke Thaane Main Keh Akbar Naam Leta Hai Khuda Ka Is Zamane Main
Apni Jagah Na Thehrta Tha. Dil Sheshy Main Band Kar Liya Main Ne
Bas Aik Mor Meri Zindagi Main Aya Tha Phir Us Ke Baad Uljati Gayi Kahani Meri
Ik Umer Se Fareb-e Safar Kha Rahay Hain Ham Ma'aloom Hi Nahi Kidhr Ja Rahe Hain Ham
Aik Maqam De Rakha Hai Tere Naam Ko Log Baat Manwaa Lete Hain Tera Zikar Kar Ke
Gham-e Zamana Ne Majboor Kar Diya Warna Yeh Arzoo Thi Ke Bas Teri Aarzoo Karte
Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz Sony Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi
Yeh Zakham Sarmaya Hain Mera Is Ki Yaad Bohat Muatbar Hai
Kabi Kabi Ankh Tar Hoti Hai Kushi Bhi Kahan Umar Bhar Hoti Hai
Phir Nazar Mein Phool Mehkay Dil Mein Phir Shammen Jalein Phir Tasawwur Ne Liya Is Bazm Mein Jane Ka Naam
Ik Tum Thay Ke Mayar Ke Pemaany Se Maapty Rahy Aur AIk Main Tha Keh Apna Aap Gira Kar Pesh Karta Raha
Un Ke Anay Ke Baad Bhi Jalib Dair Tak Un Ka Intezaar Raha
Mera Tohfa Mera Dil Tha Tera Tohfa Faqat Ik Ghari
Is Nafs Ko Bhi To Qafas Ho Asli Mujrim Hai Mere Juram Ka
Jo Zindagi Bachi Hai Usay Mat Gawaye Behtar Yahi Hai Aap Mujhe Bhool Jaiye
Wo Jisay Tum Ne Masla Samajh Kar Hal Kar Dia Hai Haqeeqatan Wo Kisi Ki Zaat Hai Jisay Tum Ne Qatal Kar Dia Hai
Showing 340 of 853