853 poems
Mujh Ko Maloom Hai Meri Kahtar Kahin Ik Jaal Bana Rakha Hai
Ye Log, Baray Log Hain Tahir Jo Dhoop Main Ashgaar Banay Hain
Ye Mohabat Ki Kahani Nah Imarti Lekin Log Qardaar Nibahte Hoye Mar Jaate Hain
Kya Taajub Hai Ke Ham Ahl-e Tamna Ko Faraz Wo Jo Mehroom-e Tamana Hain Bura Kehtay Hain
Ro Ro Sunaon Ga Sab Ko Haal-e Dil Waada Raha Main Tera Naam Na Lon Ga
Hamesha Pakeezgi Hi Neelam Hoti Hai 'Saahil' Be Hayai Toh Khud Hi Bika Karti Hai
Chaman Main Gul Ne Jo Kal Dawa Kamal Kia Jamal-e Yaar Ne Munh Us Ka Khob Laal Kia
Apnay Sab Yaar Kaam Kar Rahy Hain Aur Ham Hain Ke Naam Kar Rahy Hain
Raat Aa Kar Guzar Jaati Hai Ik Hamari Sehar Nahi Hoti
Us Sitam Gar Ki Haqeeqat Ham Pey Zahar Ho Gayi Khatam Khush Fahmi Ki Manzil Ka Safar Bhi Go Gaya
Maa Ki Dua Na Bap Ki Shafqat Ka Saya Hai Aaj Apne Sath Apna Janam Din Manaya Hai
Us Phol Ko Tor Lany Ki Hai Khawhish Jis Ko Aik Din Main Ne Choya Bohat
Gulshan Pe Wehshat Si Taari Hai Aaj Koi Panchi Mar Gaya Ho Jese
Mohabbat Na Sahi Dushmani Nibah Ke Dekhty Hain Aap Ka Ye Rang Bhi Aazma Ke Dekhty Hain
Wo Jin Ki Aankhon Mein Dekhne Ko Sab Hi Kuch Ho Un Ke Chehray Ko Dekhny Ki Talab Kun Karon Main
Saqi Koi Aesa Jaam Pila Dey Jo Ghamon Ko Tatool Kar, Dard Ko Nichor Day
Ham Tu Samjhe Thay Ke Ham Bhol Gaye Hain Un Ko Kya Hoya Aaj Ye Kis Baat Pe Rona Aaya
Mohabat Main Kahin Kam Ho Gaya Hain Mera Tujh Par Yaqeen Kam Ho Gaya Hai
Saba To Kya Ke Mujhe Dhoop Tak Jaga Nah Saki Kahan Ki Neend Utar Aayi Hai In Aankhon Mein
Jane Woh Kaisay Log Thay Jin Ke Pyar Ko Pyar Mila Hum Ne To Jab Kalyan Mangani Kantoon Ka Haar Mila
Showing 260 of 853