853 poems
Aaj Bhi Woh Taqaddus Bhari Raat Mehki Hui Hai Wasii Mein Kisi Mein, Koi Mujh Mein Dhalta Raha, Chaand Jalta Raha
Wasif Muje Azal Se Mili Manzal-e Abad Har Dor Par Muheet Hon Jis Zaviye Main Hoon
Tere Ghussay Bharay Lehjay Ko Bhi Tarasti Hun Apni Pari Ko Kuch Tu Sunao Baba
Wo Sath Tha Hamare, Ya Ham Pass They Us Key Wo Zindagi Ke Kuch Din, Ya Zindagi Thi Kuch Din
Gar Jismon Ki Bhook Mitaane Ka Naam Hi Mohabat Hai Tu Phir Is Tarz-e Mohabbat Se Main Be-zaar Sahi
Koi Tu Hai Munir Jisay Fikar Hai Meri Ye Jaan Kar Ajeeb Se Hairat Hui Muje
Mana Ke Raat Bohat Ho Chuki Sone Ka Waqt Hai Par Kya Karon, Qalam Se Utarne Ke Khayalat Baqi Hain
Ghuroor Kahay Ka Hai, Ana Kis Baat Ki Huzoor Aakhri Har Raasta Qabrastaan Ko Jata Hai
Ab Ke Waqat Is Qadar Tezi Se Guzar Gaya Keh Yaadain Bhi Theek Tarah Se Raqam Na Ho Saken
Mah Tu Thehra Hai Badalu Main Aamir MahRukh Hi Kaash K Mujhe Mily Koi
Khirad Pasti Mein Rehne Ki Aadat Daal Lo Ab Tere Hath Se Horon Ki Wo Basti Gayi
Tumhara Dabdaba Logo Yahan Sirf Zindagi Tak Hai Kisi Ki Qabar Ke Andar Zameendari Nahi Chalti
Aaj Phir Maan Mujhy Maray Gi Bohat Ronay Par Aaj Phir Gaon Main Aaya Hai Khilone Wala
Yeh Jo Tum Pharti Ho Ghour Se Mere Shairon Ka Waqar Bharta Hai
Bachpan Ki Wo Ameeri Na Janay Kahan Chali Gayi Jab Paani Main Hamare Bhi Jahaaz Chala Kartay Thay
Rehny Do Ab Ke Tum Bhi Mujhy Parh Na Sako Gey Barsaat Main Kaghaz Ki Tarah Bheg Gaya Hon Main
Is Gali Se Kabhi Mujhy Maan Ne Guzara Na Tha Lagta Tha Jese Bazaar Ye Khilono Ka Tha
Aadhay To Hain Dushman Tere, Aur Aadhay Mere Raqeeb Hain Kuch Hosla Dey Waqat Mujhy Keh Samjhny Ko Ye Qissa Ajeeb Hai
In Main Laho Jala Ho Hamara Keh Jan-o Dil Mehfil Main Kuch Chiragh Firozan Hoye Tu Hain
Peeth Peche Burai Karte Hain Saamne Bhai Bhai Karte Hain
Showing 280 of 853