The poem
Read it in Urdu script-
Kal Ki Us Barish Main Phir Wohi Sa Manzar Tha
-
Phir Wohi Si Bondain Thi Phir Wohi Si Thandak Thi
-
Phir Wohi Sa Sab Kuch Tha Par
-
Kal Ki Us Barish Main Sath Tum Nahi Thay Tu…
-
Aankh Nam Si Kitni Thi Sans Tang Si Kitni Thi
-
Roh Pyasi Kitni Thi Ye Udasi Kitni Thi
-
Kal Ki Us Barish Main
Submitted by aleeha


