Skip to content
SadPoetry
EN
Gunah Kar Ke Mohabat Ka Koye Yar Chale

Gunah Kar Kay Mohabat Ka

4 couplets
  1. Gunah Kar Ke Mohabat Ka Koye Yar Chale Shoq Awargi Mai Aashiq Be Shmar Chale

  2. Sitam Zrefi Ki Mehfil Mai Boli Lag Na Saki Nazar Mai Khot Tha Phir Kese Karobar Chale

  3. Aab Rawan Pe Bi Larza Tha Tand Mojon Ka Wo Apni Basti Mai Yun Dobe Ke Bekar Chale

  4. Shehr Aarzo Mai Bi Khof Tha Aandhion Ka Bohat Yun Tor Ke Apne Gharon Ko Sab Ma’amar Chale

Submitted by Shabeeb Hashmi

Report a mistake

More Dard Shayari

See all