2205 poems
Jhoot Wale Kahin Se Kahin Barh Gaye Aur Mein Tha Ke Sach Bolta Reh Gaya
Kon Kehta Hai Waqt Dohrata Hai Apne Aap Ko Gar Ye Sach Hai Tu Mera Bachpan To Lotaye Koi
Nahi Sajde Kiye Ham Ne Kabi Ghairon Ki Chokhat Par Hmain Jis Ki Zarorat Ho Khuda Se Mang Lete Hain
Jag Mein Aa Kar Idhar Udhar Dekha Tu He Aya Nazar Jidhar DekhaJan Se Ho Gaye Badan Khali Jis Taraf Tu Ne Aankh Bhar Dekha
Kuch Tumhari Nigah Kafir Thi Kuch Mujhe Kharab Hona Tha
Zamane Walon Se Chup Ke Rone Ke Din Nahi Hain Usay Ye Kehna Udas Hone Ke Din Nahi HainMain Jan Sakti Hon Wasal Mai Asal Bhaid Kya Hai Mgar Hqeqat Shnas Hone Ke Din Nahi Hain
Haqeqat Khul Gayi Hasrat Tere Tark-E Mohabat Ki Tuje Tu Ab Wo Pehle Se Bhi Barh Kar Yaad Aate Hain
Kash Har Raat Ik Hi Manzar Ho Chand, Parbat, Ye Jheel Mein Aur Tum
Ishq Abi Se Tanha Tanha Hijar Ki Bhi Ayi Nahi Nobat
Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kya Umar Meri Thi Mgar Us Ko Basar Us Ne Kya
Ghamza Nahi Hota Keh Ishara Nahi Hota Aankh Un Se Jo Milti Hai Tu Kya Kya Nahi Hota
Teri Yadoon K Barish Barasti Hai Muj Par Jab B Mai Bheeg Zaroor Jati Hoon Mgr Palkon Ki Had Tak
Khul Nahi Sakti Ab Aankhein Meri Ji Mein Ye Kis Ka Taswur Aa Gaya
Pagal Pan Ki Sari Likerain Mere Hath Main Kun? Jis Ku Chahon, Main Hi Chahon, Main Hi Chahon Kun?
Darta Hun Pagal Hi Na Kar Dalain Raat, Sumandar, Chand, Safar Aur Ye Khamoshi
Mein Zindagi Ka Sath Nibahta Chala Gaya Har Fikar Ko Dhoyen Mein Urata Chala GayaBarbadyon Ko Sog Manana Fazool Tha Barbadyon Ka Jashn Manata Chala Gaya
Muj Se Mat Keh “Tu Hamain Kehta Tha Apni Zindagi” Zindagi Se Bi Mra Gi In Dino Bezaar Hai
Us Ko Aana Tha Ke Wo Mujh Ko Bulata Tha Kahin Raat Bhar Barish Thi, Us Ka Raat Bhar Pegham Tha
Mosa Sifat Tha Koi Tu Ki Baat Tur Ki Aashiq Ko Sojti Hain Mohabat Mein Door Ki Har Roz Un Ke Koche Main Deta Hoon Ye Sada Mehndi Fareed Abad Ki, Meethi Qasoor Ki
Mein Ne Chaha Hai Tuje Aam Se Insan Ki Tarah Tu Mera Khwab Nahi Hai Jo Bikhar Jaye Ga
Showing 1508 of 2193