2205 poems
Phir Meri Aankh Ho Gayi Ghamnak Phir Kisi Ne Mazaj Pocha Hai
Milte Hain Is Ada Se Keh Goya Khafa Nahi Kya Aap Ki Nigah Se Ham Ashna Nahi
Kal Par Hi Rakho Wafa Ki Batain Main Aaj Bohat Bhuja Hoa Hon
Sitaron Se Uljata Ja Raha Hun Shab Farqat Bohat Gabrha Raha HunTere Gham Ko Bhi Kuch Behla Raha Hun
Kal Raat Barasti Rehi Sawan Ki Ghata Bi Aur Ham Bi Teri Yad Main Dil Khol Ke Roye
Boot Dawson Ne Bnaya Mein Ne Ik Mazmoon Likha Mulk Mein Mazmoon Na Phela Aur Jota Chal Gaya
Muj Se Tu Pochne Aya Hai Wafa Ke Maeni Ye Teri Sada Dali Mar Ne Dale Muj Ko
Un Ke Bare Mai Hai Up to Date Apni Aagahi Kon Se Thay Jin Ke Ham Zakhm Judai Seh Gye Shukar Hai Niswar Ki Dabya Pe Aeina Bi Hai Dekh Lete Hain Ke Kitne Dant Baqi Reh Gye
Zindagi Se Yehi Gila Hai Muje Tu Bohat Dair Se Mila Hai Muje
Soda Gari Nahi Ye Ibadat Khuda Ki Hai Ae Be-Khabar Jaza Ki Tamana Bhi Chor De
Ek Naya Safha Roz Khulta Hy Zindagi Ek Kitaab Hy Piyary
Kaam Ki Baat Mein Ne Ki Hi Nahi Ye Mera Tore Zindagi Hi Nahi
Jal Jayo Kamoshi Se Kari Dhoop Main Lekin Apnon Se Kabi Saya e DeWar Na Mango
Raat Ke Shayad Aik Baje Hain Sota Ho Ga Mera Chand
Parh Parh Kitaban Ilm Dia Tu Nam Rakh Lia Qazi Hath Wich Pharh Ke Talwar Nam Rakh Lia Ghazi Makee Madine Ghom Aya Te Nam Rakh Lia Haji Au Bullehia Hasal Ki Kita? Jay Tu Rab Na Kita Razi
Hijar Ki Tanhai Kuch Yun Guzar Lete Hain Mukhtalif Zaviyon Se Selfie Utar Lete Hain
Umar Saari Tu Bohat Door Ki Baat Hai Mohsin Ik Lamhe Ke Liye Kash Wo Mera Hota
Hazar Barq Giray Lakh Aandhiyan Uthen Wo Phol Khil Ke Rahen Gey Jo Khilne Wale Hain
Na Bazm Apni Na Apna Saqi Na Sheesha Apna Na Jaam Apna Agar Yehi Hai Nizam-e-Hasti To Zindagi Ko Salam Apna
Jesi Ab Hai Aesi Halat Mein Nahi Reh Sakta Mein Hamesha Tu Mohabat Mein Nahi Reh Sakta
Showing 1488 of 2193