The ghazal
Read it in Urdu script-
Mein Zindagi Ka Sath Nibahta Chala Gaya Har Fikar Ko Dhoyen Mein Urata Chala Gaya
-
Barbadyon Ko Sog Manana Fazool Tha Barbadyon Ka Jashn Manata Chala Gaya
-
Jo Mil Gaya Usi Ko Muqadar Samaj Liya Jo Kho Gaya Mein Us Ko Bhulata Chala Gaya
-
Gham Aur Khushi Mein Faraq Na Mahsoon Ho Jahan Mein Dil Ko Us Muqam Pe Lata Chala Gaya



