2205 poems
Wo Khwab me bhi Nahi Mayas’sar HijaaB ki Inteha to Dekho
Yun Nakam Rahen Gey Kab Tak Ji Mein Hai Ik Kaam Karen Ruswa Ho Kar Mar Jawain Us Ko Bhi Badnam Kren
Mein Pa Na Saka Kabi Is Khalsh Se Chutkara Wo Muj Se Jeet Bi Sakta Tha Jane Kun HaraBaras Ke Khul Gaye Aansu Nithar Gayi Hai Faza Chamak Raha Hai Sar-e Sham Dard Ka Tara
Zikar Shab-E Firaq Se Wahshat Usay Bhi Thi Meri Tarah Kisi Se Mohabat Usay Bhi Thi
Band Kar Ke Meri Aankhein Wo Shararat Se Hanse Bhoje Jane Ka Mein Har Roz Tamasha Dekhon
Kya Jane Kya Likha Tha Use Iztrab Mein Qasad Ki Lash Ayi Hai Khat Ke Jawab Mein
Kisi Ko Apne Amal Ka Hisab Kya Dete Sawal Sare Ghalat Thay Jawab Kya Dete
Apni Zoja Ke Ta’aruf Mai Kaha Ik Shakhs Ne Dil Se Un Ka Mo’taraf Hun Main Zabani Hi Nahi Chaye Bi Achi Banati Hai Mri Begham Mgr Munh Bnane Mein Tu Un Ka Koi Saani Hi Nahi
Wo Shehr Mein Tha Tu Us Ke Liye Auron Se Bhi Milna Parta Tha Ab Aese Wese Logo Ke Mein Naaz Uthaon Kis Ke Liye
Tuj Se Ab Aur Mohabat Nahi Ki Ja Sakti Khud Ko Itni Bhi Azyat Nahi Di Ja Sakti
Teri Aankhon Mai Aansu Thay Meri Khatar Wo Ik Lamha Muje Zindagi Se Pyara Lga
Tiktiki Bandh Ke Mein Dekh Raha Hun Jis Ko Ye Bhi Ho Sakta Hai Wo Samne Betha Hi Na Ho
Meri Sajdoon Ke Taslsul Ko Tu Kia Jane Ae Ham Nishain Sir Jukta Tu Tuje Manga Hath Uthaya Tu Tuje Manga
Just to say I love you never seems enoughI’ve said it so many times I am afraid you won’t understand
Raat Tu Waqt Ki Paband Hai Dhal Jaye Gi Dekhna Ye Hai Chiraghon Ka Safar Kitna Hai
Mein Jata Hun Dil Ko Tere Pass Chore Meri Yaad Tujhe Ko Dilate Rahe Ga
Azal Se Be simat Justuju Ka Safar Hai Darpaish Panyon Ko Kisy Khabar Kis Ko Dhondta Hai Meri Tarah Raygan Samandar
Mein Jahan Hun Tere Khayal Mein Hun Tu Jahan Hai Meri Nigah Mein Hai
Badal Hon Baras Jaon Tu Ilzam Na Dena Tere Daman Mai Simat Aaon Tu Ilzam Na DenaRahat Hon Hmesha Tere Aangan Mai Rahon Ga Khushbu Hun Bikhar Jaon Tu AIlzam Na Dena
Ajab Jalwa Numai Hai, Jidhar Dekhun Tumhi Tum Ho Mujhe Tu Aaine Mein Aks Bhi Mera Nahi Milta
Showing 1468 of 2193