2205 poems
Kya Jane Kis Ada Se Liya Tu Ne Mera Naam Dunya Samajh Rahi Hai Ke Sach Much Tera Hun Mein
Aankh Mein Pani Rakho Honton Pe Changari Rakho Zinda Rehna Hai Tu Tarkeben Boht Sari Rakhu
Dastak Tu Bari Baat Hai, Tum Jab Se Gye Ho Is Ghar Ke Darichon Se Hawa Tak Nahi Aati
Wafa Sha'ar Kayi Hain Koi Haseen Bhi Tu Ho Chalo Phir Aaj Usi Bewafa Ki Baat KreinRead Complete Ghazal
Jo Zehar Pee Chuka Hun Tumhein Ne Muje Dia Ab Tum Zindagi Ki Duaen Muje Na Do
Marne Wale To Khair Hain Bebas Jeene Wale Kamal Karte Hain
Mein Kisi Aur Zamane Ke Liye Hun Shayad Is Zamane Mein Hai Mushkil Mera Zahir Hona
Mein Bhi Usay Khone Ka Hunar Sekh Na Paya Us Ko Bhi Mujhe Chor Ke Jana Nahi Aata
Is Dunya Mai Kon Kre Wafa Kisi Se Faraz Dil K Do Hroof Wo Bi Juda Juda
Tuj Ko Jo Ya Jalwa Farma Na Dekha Brabar Hai Dunya Ko Dekha Na Dekha
Apni Sansain Bi Kar Don Teri Sanson Mein Muntaqil Is Se Zaida Tuje Aur Kis Tarah Chahon
Ham Ne Sene Se Lgaya Dil Na Apna Ban Saka Muskrat Kar Tum Ne Dekha Dil Tumhara Ho Gaya
Bure Banday Nu Main Laban Turya Par Bura Laba Na Koi Jad Main Andar Jhati Pai Te Main Tu Bura Na Koi
Ya Tu Kisi Ko Jurat-E Deedar Hi Na Ho Ya Phir Meri Nigah Se Dekha Kare Koi
Muj Ko Dekho Mere Marne Ki Tamnna Dekho Phir Bhi Hai Tum Ko Masehai Ka Dawa Dekho
Khayal Jis Ka Tha Muje Khayal Mein Mila Muje Sawal Ka Jawab Bhi Sawal Mein Mila Muje
Those special memories of you will always bring a smileif only I could have you back for just a little while
Jahan Mein Thi Bas Ik Afwah Tere Jalwon Ki Chiragh Der-O Haram Jilmalye Hain Kya Kya
Dil Preshan Hai Shab O Roz Ki Yak Rangi Se Kal Bi Tahnahi Thi Aur Aaj Bi Tanhai Hai
Coat Or Patlon Jab Pehna Tu Mister Ban Gaya Jab Koi Taqreer Ki Jalse Mein Tu Leader Ban Gaya
Showing 1448 of 2193