The ghazal
Read it in Urdu script-
Badal Hon Baras Jaon Tu Ilzam Na Dena Tere Daman Mai Simat Aaon Tu Ilzam Na Dena
-
Rahat Hon Hmesha Tere Aangan Mai Rahon Ga Khushbu Hun Bikhar Jaon Tu AIlzam Na Dena
-
Main Phool Hon Balon Mein Sajaye Hoye Rakhna Sanson Mein Mehak Jaon Tu Alzam Na Dena
-
Bahon Se Lipat Jaon Ga Gajron Ki Tarah Qurbat Se Behak Jaon Tu Alzam Na Dena
-
Khawabon Ki Tarah Aankhon Mein Basaye Hoye Rakhna Teri Neendon Mein Bhatak Jaon Tu Alzam Na Dena


