The ghazal
Read it in Urdu script-
Yeh Bhi Fakhr Hai Ke Kisi Nay Wafa Ki Ban Gaya Mera Mere Zakhamo Ki Dawa Ki
-
Bhula Hi Dyie Mujhe Is Nay Dukh Sabhi Ban Ke Mila Hai Mujh Ko Nemat Kkhuda Ki
-
Mein Nay Bhi Manga Usay Kkhuda Se Is Nay Bhi Mere Liye Dua Ki
-
Ghulaab Bhi Khoob Hai Lekin Mujhe Hai Pasand Mehak Is Ke Hathon Ki Hina Ki
-
Ban Gaya Woh Mera Dil Se Aamir Mohabbat Ki Har Ik Rasam Is Nay Ada Ki
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


