103 poems · 35 poets
Mein Sochta Hon Magar Yaad Kuch Nahi Aata Ke Ekhtataam Kahan Khawab Ke Safar Ka Hua
Ameer Ab Hichikiyaan Aane Lagi Hain Kahin Mein Yaad Farmaya Gaya Hon
Na Teri Yaad Na Dunya Ka Gham Na Apna Khayal Ajeeb Sorat E Haal Ho Gayi Payare
Dil Dharkne Ka Sabab Yaad Aya Wo Teri Yaad Thi Ab Yaad Aya
Nahi Aati Tu Yaad Un Ki Maheno Tak Nahi Aati Magar Jab Yaad Aate Hain Tu Aksar Yaad Aate Hain
Us Ko Bhi Yaad Karne Ki Fursat Na Thi Mujhe Masroof Tha Mein Kuch Bhi Na Karne Ke Ba-Wajod
Ayi Jab Un Ki Yaad Tu Aati Chali Gayi Har Naqsh Ma-Siwa Mitati Chali Gayi
Mere Wajood Mein Basa Wo Gulistan Yaad Aata Hai Us Ki Matti Ki Khsubu, Wo Raigistaan Yaad Aata Hai
Chupke Chupke Raat Din Aansu Bahana Yaad Hai Ham Ko Ab Tak Aashqi Ko Wo Zamana Yaad HaiRead Complete Ghazal
Dil Ko Choton Ne Kabhi Chain Se Rehne Na Dya Jab Chali Sard Hawa, Mai Ne Tujhe Yaad Kiya
Wo Jo Ham Main Tum Main Qarar Tha Tuhmain Yaad Ho K Na Yaad Ho Wohi Yani Wada Nibah Ka Tuhmain Yaad Ho K Na Yaad HoWo Jo Lutf Muj Pe Thay Beshtar Wo Karam Ka Tha Mere Hal Par Muje Sab Hai Yaad Zara Zara Tuhmain Yaad Ho K Na Yaad Ho
Haal-E Dil Ham Bhi Sunate Lekin Jab Wo Rukhsat Hoya Tab Yaad Aya
Is Eid Par Phir Sath Hain Mere Pardais Tanhai Or Bas Teri Yaadain
Bhulai Nahi Ja Saken Gey Ye Batain Tumhein Yaad Ayen Gey Ham, Yaad Rakhna
Is Shehr Mai Kitne Chehray Thay Kuch Yaad Nahi Sab Bhol Gaye Ik Shakhs Kitabon Jesa Tha Wo Shakhs Zubani Yaad Hoa
Dhondo Ge Agar Mulkon Mulkon Milne Ken Ahi Nayab Hain Ham Jo Yaad Na Aye Bhol Ke Phir Ae Ham Nafso Wo Khwab Hai Ham
Tabdeli Jab Bi Aati Hai Mosam Ki Adaon Mein Kasi Ka Yun Badal Jana Bohat Hi Yaad Aata Hai
Muje Maar Hi Na Dale In Badlon Ki Sazish Ye Jab Se Baras Rahe Hain Tum Yaad A Rahe Ho
Aankh Se Dor Sahi Dil Se Kahan Jaye Ga Jana Wale Tu Hmain Bohat Yaad Aye Ga
Main Akser Hath Honton Se Laga Kar Choom Laita Hun Kabhi Jab Yaad Ata Hai Tumhara Thamana In Ko
Showing 60 of 103