103 poems · 35 poets
Dil Ko Dil Se Rah Hai Tu, Jis Tarah Se Ham Tuje Yaad Karte Hai Kare Yun Hi Hmain Bhi Yaad Tu
Aap Ki Yaad Aati Rahi Raat Bhar Chandi Dil Dukhati Rahi Raat Bhar
Ham Bhol Saken Hain Na Tuje Bhol Saken Gey Tu Yaad Rahe Ga Hamain Haan Yaad Rahe Ga
Mein Jata Hun Dil Ko Tere Pass Chore Meri Yaad Tujhe Ko Dilate Rahe Ga
Haqeqat Khul Gayi Hasrat Tere Tark-E Mohabat Ki Tuje Tu Ab Wo Pehle Se Bhi Barh Kar Yaad Aate Hain
Teri Yadoon K Barish Barasti Hai Muj Par Jab B Mai Bheeg Zaroor Jati Hoon Mgr Palkon Ki Had Tak
Ik Umar Kat Gayi Lekin Bachpana Nahi Jata Ham Diye Jilate Hain Aaj Bhi Teri Aahat Par
Masrofiat Mein Aati Hai Be-Had Tumhari Yaad Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti
Ab Yaad Ruftagan Ki Bhi Himat Nahi Rahi Yaaron Ne Kitni Dor Bsayi Hain Bastiyan
Demak Zada Kitab Thi Yaadon Ki Zindagi Har Warq Kholne Ki Khawhish Mein Phat Gya
Na Ab Wo Yaadon Ka Charhta Darya Na Fursaton Ki Udas Barkha Yun Hi Zara Se Kasak Hai Dil Mein Jo Zakham Gehra Tha Bhar Gya Wo
Ab Tak Meri Yaadon Se Mitaye Nahi Mit'ta Bhegi Hoyi Ik Sham Ka Manzar Teri Aankhen
Ab Kar Ke Faramosh Tu Nashad Karo Gey Par Ham Jo Na Hon Gey Tu Bohat Yaad Karo Gey
Un Ka Zikar Un Ki Tamanna Un Ki Yaad Waqt Kitna Qeemti Hai Aaj Kal
Dil Ke Pehlu Main Yaadon Ka Safr Jari Hai Dukh Nmayan Hai Mgar Chahat Ka Safr Jari HaiKash Mil Jayen Kabi Yun Rahon Main Chalte Chalte Larzte Honton Pe Duaon Ka Safr Jari Hai
Khayalon Mein Bhtak Jana, Teri Yaadon Mein Kho Jana Bohat Hi Mehnga Para Ham Ko, Sitam Gar Tera Ho Jana
Udasi, Sham, Tanhai, Kasak Aur Yaadon K Be chaini Muje Sab Sonp Kar Soraj Utar Jata Hai Pani Mai
Wafa Krein Gey Nibahen Gey Baat Maane Gey Tumhain Bhi Yaad Hai Kuch Ye Kalam Kis Ka Tha
Wo Sham Wo Rukhsar Ka Sman Yaad Rahe Ga Wo Shehr Wo Kocha Wo Makan Yaad Rahe Ga Wo Tain K Ubrhi Thi Idhar Yaad Rahe Gi Wo Dard Ka Utha Tha Yahan Yaad Rahe Ga
Tum Ne Kya Na Yaad Kabi Bhol Kar Hmain Ham Ne Tumhari Yaad Mein Sab Kuch Bhula Dya
Showing 80 of 103