853 poems
Khilta tha jis main kabhi tamanna ka shagofa Khirki wo bari dair se weeran pari hai
Ab Tu Un Ki Yaad Bhi Nahi Aati Kitni Tanha Ho Gyi Tanhiyan
Wo jo khawab tha bohat suhana tha Wo jis ki aarzo main chalay faqat fasana tha
Bohat Se Gham December Mein December Ke Nahi Hote Usay Bhi June Ka Gham Tha, Magar Roya December Mein
Wo hamain ghumaan main rakh ke kia khob khelay Jeet ke nashy main rakh ke kia khob jetay
In lamhon ki yaadain sambhal ke rakhna Ham yaad tu ayen gey lekin lot ke nahi
Barish hui tu ghar ke darechy se lag ke ham Chup chap sogwaar tumhain sochty rahy
Jin ko soraj meri chokhat se mila karta tha Ab wo kheraat main dete hain ujaly mujh ko
Kaash main lot jaon bachpan ki waadi main Na koi zarorat thi, Na koi zarori tha
Kal Dophar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi Bas Telian Jala Ke Bhujata Raha Hoon Mein
Samajhny samjhany ko kuch nahi raha baaqi Ab khol de darwaza or jaam pesh kar saaqi
Dua Hai Aap Dekhen Zindagi Main Be-Shamar Eidain Khushi Se Raqs Karti Muskarati Pur Bahar Eidain
Roz us ko sochna, yaad karna, khayal main lana Dekho main kese apna ishq halal karta hun
Han ishq hai mujh ko tumhari zaat se Tere andar jo mojood saari sifaat se
Usay khabar nahi shayad, koi ja ke bataye us ko Mere sene main wo dharkan ki tarah rehta hai
Wabasta Ho Gayi Thi Kuch Umeedain Aap Se Umeedon Ka Chiragh Bujane K Shukria
Main us se jeet sakta tha Mgar main haar aya hun
Us ko khud se juda kia main ne Bas yehi jurm kia or kya kia main ne
Tumhe Jab Kabhi Milein Fursaten Marey Dil Se Boojh Utaar Do Mein Bohat Dinon Se Udaas Hon Mujhe Koi Shaam Udhaar Do
Mujh mein aur shama mein hoti thi yeh baatein shab hijar Aaj ki raat bachchen ge to sehar dekhen ge
Showing 40 of 853