30 poems · 19 poets
Kab Thehray Ga Dard Ae Dil, Kab Raat Basar Ho Gi Sunte Thay Wo Ayen Gay, Sunte Thay Sehar Ho Gi
Tu Hai Suraj Tuje Malom Kahan Raat Ka Dukh Tu Kisi Roz Mere Ghar Mein Utar Shaam Ke Baad
Hijr Ka Tara Doob Chla Hai Dhalne Lgi Hai Raat Wasi Qatra Qatra Bars Rahi Hai Ashko Ki Barsat WasiTere Bad Ye Dunya Wale Muj Ko Pagal Kar Dain Ge Khushbo Ke Dais Mai Muj Le Chal Apne Sath Wasi
Shab Jo Masjid Mein Ja Phanse Momin Raat Kati Khuda Khuda Kar Ke
Thi Wasal Mein Bhi Fikar Judai Tmam Shab Wo Aye Bhi Tu Neend Na Ayi Tmam Shab
Aj ki raat bi mumkin hai na soo sakon mohsin Yad phir ayi hai neendon ko urane wali
Raat Yun Dil Mein Teri Khoyi Hui Yaad Ayi Jese Werane Mein Chupke Se Bahar Aa Jaye Jese Sehraon Mein Hole Se Chalay Bad-e Naseem Jese Beemar Ko Bewaja Qarar A Jaye
Sari Raat Ki Jagi Aankhein College Mein Kya Parhti Hon Gi Yunhi Khoye Dil Hi Dil Mein Jane Kya Kya Karti Hon Gi
Meri palkon ka ab neend sy koi wasta nai faraz Mera kon hai is duniya main, isi soch main raat guzr jati hai
Is Qadar Pyar Se Ae Jaan-e Jhan Rakha Hai Dil Ke Ruksar Pe Is Waqt Teri Yaad Ne Hath Yun Guma Hota Hai Garche Hai Abi Subah Firaq Dhal Gya Hjar Ka Din Aa Bi Gyi Wasal Ki Raat
Showing 30 of 30