The poem
Read it in Urdu script-
Dhund Chai Hui Hai Jheelon Par Ur Rahe Hain Parinde Teelon Par Sab Ka Rukh Hai Nishamon Ki Taraf Bastion Ki Taraf, Banon Ki Taraf
-
Apne Glon Ko Le Kar Charwahe Sarhadi Bastion Mein Ja Phunche Dil-e Nakam! Main Kahan Jaon? Ajnabi Shaam! Main Kahan Jaon?



