The ghazal
Read it in Urdu script-
Kisi Se Apna Yarana Nahi Raha Yahan Koi Yaar Purana Nahi Raha
-
Khana Badoshon Jesi Hai Zindgani Kisi Dil Mein Ab Thikana Nahi Raha
-
Pyar Ke Badle Sada Nafrat Mili Hai Ab Mera Mizaj Aashqana Nahi Raha
-
Aaj Kal Us Ka Koi Pegham Nahi Aya Shayad Us Ka Ishq Bhi Baghyana Nahi Raha
-
Sochta Hun Us Se Kese Milne Jaon Mere Pass Bi Koi Bahana Nahi Raha
Submitted by M. Asghar Mirpuri


