The poem
Read it in Urdu script-
Bhatke Hoyon Ko Sedha Rasta Dikhaane Wala Hai Tu Karam Se Apny Gunahon Se Bachane Wala Hai Tu
-
Faqat Tujh Pe Hi Bharosa Hai Mola Har Dukh Mein Kaam Aane Wala Hai Tu
-
Hai Ik Cheez Tere Hi Hai Gun Gaati Kainat Ko Naematon Se Sajane Wala Tu Hai
-
Jo Bhatak Gaye Hadayat Se Mola Un Bad Naseebon Ko Mor Laane Wala Tu Hai
-
Kya Majal Ke Kuch Likhay Aamir Kia Hai Tu? Khud Hi Batane Wala Hai Tu
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


