The ghazal
Read it in Urdu script-
Kuch Baat Hai Ke Aaj Khayal E Yaar Aya Aik Bar Na Hi Balky Bar Bar Aya
-
Bhol Chuka Tha Sab Chotain Dil Ki Ye Kia Ke Phir Wo Zakhm Figar Aya
-
Wo Zamane Ki Sazish, Wo Apno Ka Sitam Kuch Nahi Bas Yaad Ik Ik Waar Aya
-
Btaye Tu Koi Ja Ke Ke Koi Sahab Ko Chalte Chalte Yahan Tak Us Ka Talabgar Aya
-
Aamir Na Ker Jeet Ki Lagan Ab Jane Kab Ka Hai Tu Har Aya
Submitted by Aamir Imtiaz Aamir


