Skip to content
SadPoetry
EN
Aj Tanhai Kisi HamDam Derain Ki Tarah — Faiz Ahmad Faiz

Aj Tanhai Kisi

Faiz Ahmad Faiz Qita 2 couplets
  1. Aj Tanhai Kisi HamDam Derain Ki Tarah Karne Ayi Hai Mri Saqi Giri Sham Dhale

  2. Muntazir Bethe Hai Ham Dono Ke Mahtab Ubhray Aur Tra Aks Jalakne Lagy Har Saye Tale

Report a mistake

More by Faiz Ahmad Faiz

All poems