133 poems · 32 poets
Teri Khatir Ham Ik Shaam Churane Nikle Dard Mai Dhal Ke Khud Ko Aazmane NiklePhir Inhi Tarsi Nazron Se Tmasha Dekha Baat Itni Se Thi K Sab Zakhm Purane Nikle
Kisi Harf Mein Kisi Bab Mein Nahi Aye Ga Tera Zikar Meri Kitab Mein Nahi Aye Ga
Raat Hai Andhairi Bohat Ik Dia Hi Jila De Koi Main Barson Ka Jaga Hoon Muje Sula De Koi
Aj ki raat bi mumkin hai na soo sakon mohsin Yad phir ayi hai neendon ko urane wali
Ab Muj Ko Har Cheez Achi Lagti Hai Me Tumko Yaksar Bhula Chuka Shayad
Nazar Jo Muj Se Mila Kar Gya Hai Mere Hosh Wo Ura Kar Gya HaiUs Ke Siwa Kuch Yaad Nahi Har Naqsh Zehan Se Mita Kar Gya Hai
Azal Se Qayam Hain Dono Apni Zidon Pe Mohsin Chale Ga Pani Magar Kinara Nahi Chale Ga
Rait pe kbi naam likhte nahi Likhe naam kbi tikte nahi Log to kehtay hen him pathar dil hen Liken patharon pe likhe naam kabhi mitte nahi
Aik Bewafa Say Dosti Laga Kar Ro paray Usy Dubara Dekh Kar Khushi Say Ro paray Woh To Dost Ki Shakal Main Tah Hi Bewafa Usy Apna Dil Day Kar Ro paray
Ye na samjho k bichra hon to bhol gya hon tm ko Tere hathon ki khoshbo mare hathon main aaj bhi haiYe or baat hai mjboreon ne nibhane na dya wo taaluk Warna shamil sachai meri wafaon main aj bhi haiMohabat say barh kr tum say aqedat hai mujha aj bhi Yon maqam tera buland mere dil main aaj bhi haiHar lamha zindagi mai muhabatain naseeb hon tujhe Shamil tu meri zindagi ki duaon mai aj bi hai
Nahi Me Gam Se Ubra Hun,kahi Ek Dard Baki He Nahi Wo Ab Milegi Par,abhi Ummeed Baki He Safar Me Ishk Ke Yaaro,main Kiya Kiya Dastan Likhu Bahut Se Khawab Tute He,bahut Se Khawab Baki HainBas Uski Yad Me Ab To,mujhe Khone Do Us Had Tak Agar Me Ro Raha Hun To,mujhe Rone Do Us Had Tak Bahut Aansu He Aankho Me,inhe Behne Se Na Roko Bahe Jo Kuchh Nahi Ye To,abhi Sailab Baki He
Hum bhi chahte the ghalib ki tarah shayar ban jana Magar Humari qalam toh aur kuch likhti hi nhi tere naam k siva
Likhna merey mazaar k kutbay p ye haroof marhoom zindagi ki harast main mar geya
Ik waqt kay khony kaa ehsaas hua hai Ye lamha na kbhi sach ma paas hua hai Kiun milti mjhe waqti rihaii bhi “RanJ” Jazbaat ka qaidi bhi kbi khaas hua hai
Wo byan kar gaya ek manzar aligar se Har pal ko trasha or arz kiya apne yar seKya pata ye sila milta hai dil lagane ka Pyar ki kashti ko utara tha bade pyar se
Wo jo be-panah chahty thy Ab wo panah chahty hain
Sapnay Bunanay Ka Hisab Rakha Hai Dard Ke Sehne Ka Azab Rakha HaiSawan Ki Raat Mai Juno Ka Lamha Jalti Aankhon Mai Khwab Rakha Hai
Nadamt Kay Dar-o-Bam Pe Hoye Kufr Ke Hisab Wijdan Mai Tulo Hoa Sbah Ka AftabAmkan Hai K Zindan Se Ho Jayen Gay Rha Taskheer Kar Lia Hai Nafrat Ka Wo Selab
Jub Bhi Koye Sard Hawa Ka Jhonka Mary Chehry Say Takrta Ha Tera Ahaay Bhar Bhar Kr Sasknaa Mry Dil Ko Mehsoos Hota Ha
Wo jin ko dakh kr Aankhoon mn Roonaq aa jay wohi kuch loog zindagi Weeraan kr jaty hain
Showing 120 of 133