Skip to content
SadPoetry
EN
Nadamt Kay Dar-o-Bam Pe Hoye Kufr Ke Hisab

Nadamat Kay Dar-o-Bam

6 couplets
  1. Nadamt Kay Dar-o-Bam Pe Hoye Kufr Ke Hisab Wijdan Mai Tulo Hoa Sbah Ka Aftab

  2. Amkan Hai K Zindan Se Ho Jayen Gay Rha Taskheer Kar Lia Hai Nafrat Ka Wo Selab

  3. Dastak Hai Jugnon Ki Sanwai Ke Liye Ab Peshani Waqt Pe Chamka Hai Mahtab

  4. Har Safhey Peh Dastan Hai Husn-E Salok Ki Peeman Zindagi Ki Hai Bikhari Hoyi Kitab

  5. Anjan Se Sawalon Ka Taqaza Hai Din Ba-Din Jungle Ko Is Faza Mein Kese Milay Jawab

  6. Tofan Mein Bikhri Hoyi Pholon Ki Pattian Kanton Ke Bech Khon Mein Nahaya Hoa Gulab

Submitted by Shabeeb Hashmi

Report a mistake

More Afsos Shayari

See all