133 poems · 32 poets
Isi Khandar Mein Kahin Kuch Diye Hain Tote Hoye Inhein Se Kam Chalao Bari Udas Hai Raat
Maa ki dua nahi baap ki shafqat ka saya nahi Mere muqaddar mein maa baap ka pyar to aaya nahiMere haal se kisi ko hai nah koi bhi vaastaa Mujhe to muddaton se kisi ney beta ke kar bulaya nahi
Ham Se Rotha Bhi Gaya Ham Ko Manaya Bhi Gaya Phir Sabhi Naqsh Ta'luq Ke Mitaye Bhi Gaye
Mein Bhi Bohat Ajeeb Hun Itna Ajeeb Hun Keh Bas Khud Ko Tabah Kar Liya Aur Malal Bhi Nahi
Jab Kabi Tot Kar Bikhro Tu Btana Ham Ko Ham Tumhai Rait Ke Zaron Se Bi Chun Sakte Hain
Haye Woh Log Gaye Chaand Se Milnay Aur Phir Apne Hi Tootay Hue Khawab Utha Kar Le Aaye
Maan Tab Hi Roti Thi Jab Beta Khana Nahi Khata Tha Maan Aaj Bhi Roti Hai Jab Beta Khana Nahi Deta
Aa Dekh Tere Pyar Main Kha Kha Ke Thokrein Itna Sambhal Gya Hon Ke Dunya Sambhal Lon
Bachay School Jayen Or Wapis Na Ayen Aey Khuda Aesa December Phir Kabhi Na Aaye
Daur Ho Phir Bhi Paas Lagtay Ho Din Ke Ujaley MeinDhundli Si Shaam Lagtay Ho Koyi Kahani Ho Daastaa'n Ho TumApne Aap Mein Poori Ik Kitaab Lagtay Ho
Yeh Rangenian Yeh Mehfilen Chor Chalay Hain Apne Hissay Ki Zindagi Guzaar Chalay HainHamaray Baad Bas Hamara Aik Kaam Karna Hamein Achay Alfaaz Mein Yaad KarnaBhool Jana Hamari Sab Ghalatiyan Nah Logon Mein Hamaray Qissay aam KarnaApni Izzat Tumhen Somp Chalay Hain Duniya Se Har Nata Toar Chalay Hain
Abhi Jawani Baqi Hai Abhi Zindagani Baqi Hai Aja Ae Sanam Ke Abhi Kahani Baqi HaiNaye Zakham Uthany Ki Taab Kahan Abhi Wohi Choat Purani Baqi Hai
Aayaan Hi Nahi Kiya Is Behte Darya Ka Manzar Aankh Main Kuch Chala Gaya Tha, Bahana Kar Diya
Wo Raste, Un Se Ulfat, Wo Dar Chor Dete Hain Keh Khurd Raas Un Ki Ye Chahat Nahi Mujh Ko
Jaate Jaate Wo Kis Liye Palta Ab Sitaye Ga Ye Swwal Mujhe
Khuda Karay Wo Din Bhi Mayasar Ho Jis Din Main Keh Sakoon Baba! Aaj Tum Sar Fakhar Se Utha Kar Chalo
Main Bila-Waja Hi Rootha Tha Mosmon Se Halan-keh Jo Gulaab Lagaye Thay Wo Bay Mosmi Thay
Wo Pagal Si Larki Aur Aawara Raaston Ki Junbish Saaf Bata Rahi Thi Ke Udaasiyon Ka Dor Hai
Ham Haqeeqat Hain Tu Tasleem Na Karne Ka Sabab Han Agar Harf Ghalat Hain Tu Mita Do Ham Ko
Tum Jee Kar Dekh Lo Haqeqaton Ki Gehri Wadiyon Main Mere Liye Tu Khawabon Ka Shehar Hi Kaafi Hai
Showing 60 of 133