The poem
Read it in Urdu script-
Yeh Rangenian Yeh Mehfilen Chor Chalay Hain Apne Hissay Ki Zindagi Guzaar Chalay Hain
-
Hamaray Baad Bas Hamara Aik Kaam Karna Hamein Achay Alfaaz Mein Yaad Karna
-
Bhool Jana Hamari Sab Ghalatiyan Nah Logon Mein Hamaray Qissay aam Karna
-
Apni Izzat Tumhen Somp Chalay Hain Duniya Se Har Nata Toar Chalay Hain
Submitted by shafaq


