51 poems · 14 poets
Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha Chehra Wohi Tha Chehra Ka Libas Wohi ThaKese Us Ko Bewafa Keh Doon Yaro Aaj Be Us Ke Dekhne Ka Andaaz Wohi Tha
Khalid Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jis Ko Jaan Wo Shakhs Aakhirash Mujhe Bey Jan Kar Gya
Is Se Pehle Keh BeWafa Ho Jayen Kyun Na Ae Dost Ham Juda Ho Jayen
Tere Husn Par Tareef Bari Kitab Likh Deta Kash Ke Teri Wafa Tere Husn K Brabar Hoti…
Muje Ghuroor Rehta Hai Teri Aashnai Ka Magar Sath Gham Bhi Hai Teri Judai KaBher Mein Akele Pan Ka Ihsas Hota Hai Tere Bin Yeh Haal Hai Meri Tanhai Ka
Insha Ji Utho Ab Kooch Karo Is Shehr Mein Ji Ko Laga Kya Wehshi Ko Sakonn Se Kya Matlab Jogi Ka Nagar Mein Thikana Kya
Unhen bewafa Jo kahun to toheen hai wafa ki WO wafa nibha rahy hein kabhi idhr, kabhi udhr
Zindagi Mili To Kya Mili Ban K Bewafa Mili Itna Meray Gunah Na The Jitne Mujhe Saza Mili
Aati he yaad aksar rote hain bebasi me Ek bewafa ko hum ne chaha tha zindagi me
Jhoti Dunya Ke Jhote Log Wafa Kar Nahi Sakte Batain Hazar Karte Hain
Ham Bawafa Thay Is Liye Nazron Se Gir Gaye Shayad Usay Talash Kisi Bewafa Ki Thi
Zindagi Tuj Se Umeed E Wafa Kia Rakhon Jab Muje Chor Gaye Dost Purane Mere
Bewafa Kehne Se Kia Wo Bewafa Ho Jaye Ga Tere Hote Is Sift Ka Dosra Ho Jaye GaShart Kar Lo Phir Muje Barbad Hona Bi Qabol Hai Khak Mai Mil Kar Tu Hasal Mud’da Ho Jaye Ga
Sabat Tu Ho Gaya Ke Main Bewafa Nahi Ye Aur Baat ke Meri Dunya Ujar Gayi
Muje Ab Kuch Sujai Nahi Deta Wo Apne Tak Rsai Nahi Deta Mai Takti Rhon Paglon Ki Tarah Wo Zalam Khain Dikhai Nahi Deta
Main Sajdon Main Teri Aafiyat Ki Dua Mangta Hon Suna Hai Khuda Bewafaon Ko Maaf Nahi Karta
Usol-e Mohabat Mai Tum Khud Bewafa Ho Wo Jo Bichra Tu Tum Mar Kun Nahi Gaye
Chlain Hain Aik Baar Phir Se Zindagi Ki Rahon Pe Dua Karna Dosto Is Baar Koi Bewafa Na Mile
Yun tu har ki galti ko suljha tu ne phir kyun na meri galti ko bhulaya tu nemai tu anjan tha is rah se bilkul phir kyun is par chalne ko uksaya tu ne
Hmain Tu Kab Se Pta Hai K Tu Bewafa Hai Mohsin Tuje Chaha Is Liye Shayad Teri Fitrat Badal Jaye
Showing 40 of 51