51 poems · 14 poets
Such kahoon ab tm say Nafrat see hony lagi Hai koyen k itna bewafa koye bi ho achaa nahi lagta
Ye Ihad Ajab Ihd Kam-o Baish Hai Jana Khud Teri Gawahi Tere Ham Raz Na Day Gay Tu Bi Hmain Bin Dekhay Guzar Jaye Ga Ik Din Kuch Soch Ke Ham Bi Tuje Awaz Na Day Gain
Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke Me Jese Hon Wesa Hee Sahi Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon Na Poch Sanam Ab Kesa HonTum Dill Ka Lagana Kia Jano Tum Ashk Bahana Kia Jano Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke Tum Aag Mein Jalna Kia Jano
Main Kisi Ko Kia Ilzam Doon Apni Moat Ka Hasal Yahan Tu Sitany Waly Bi Apnay Thay Dafnany Waly Bi Apnay
Meri Qurbtain Bi Srab hain Ye Bhala Huwa Jo Mili Nahi Teri Durian Bi Azab Hain Mere Dasht-e Jaan Se Tali Nahi
Wo Zindagi Ho Ke Dunya Faraz Kia Ki jiye Keh Jis Se Ishq Kro Bewafa Nikalti Hai
Mujhse Har Bar Wo Nazren Chura Leta Hai Faraz Mane Kagaz Pe Bhi Bana Ke Dekhi Hain Ankhen Usk
Agar Wo Zindagi Main Faqt Aik Bar Mera Ho Jata Tu Main Zamane Ki Kitabon Se Lafz Bewafai Hi Mita Deta
Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain To Khayalon Mein Bohat Door Nikal Jate HainGar muhabat main sidaqat bi ho shidat bi Phir to ihsaas hai pathar bi pighal jate hainUs ki aankhon ke nashe main hoon jab se dooba Larkharate hain qadam sambhal jate hainBewafa ka jab bi muje khyal aata hai Ishk aankhon se rukhsar bi pigal jate hain
Bewafai se preshan bi ho jate hain narm johkne kabi tofan bi ho jate hainham ne mehbob jo badla to tajub kesa log kafar se musalman bi ho jate hain
Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..
Showing 51 of 51