Skip to content
SadPoetry
EN

Chalay jo mukhalif koi

Ghazal 9 couplets
Share
Make a card
  1. Chalay jo mukhalif koi mere hamrah To ahbaab mere kahin mujh ko shatah

  2. Suno mere ahbaab ik baat meri Munasib hai mil kar chalein jab ho yak-rah

  3. Yeh tana zani tum jo karte ho mujh par Tumahray liye kab bana hon mein sarwah

  4. Bohat gham sahy shab ki tarikeon mein Umeed sehar mein hai jeeney ki atisah

  5. Bohat hain zamane ke gham mere dar pay Woh chanchal bhi ab kar rahi mujh ko gumraah

  6. Woh kehti ke mein tairay dar pay nahi hon Chalo maan letay hain ke hai yeh afwaah

  7. Mein apne ilaqay ka tanha sipahi Woh apne nagar ki khatarnaak robah

  8. Guzarish hai mutarrab se aakf ki bas ik Ke shab bhar ae mutarrab suna mujh ko ratwah

  9. Arsalan Ahmed Akif

Submitted by ارسلان احمد عاکف

Report a mistake

More Urdu Ghazal

See all