91 poems
Wo Jazbon Ki Tijarat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samja Tha Usay Hansane Ki Aadat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samja ThaMuje Wo Dekh Kar Aksar, Nigahain Phair Leta Tha Ye Dar Parda Hiqarat Thi, Ye Dil Kuch Aur Samja Tha
Ajab Dewar Ik Dekhi Hai Main Ne Aaj Raste Main Na Kuch Dewar Ke Aagay Na Kuch Dewar Ke PecheBaray Ghamnak Se Hotay Hain Anwar Kehkahy Tery Koi Dewar Garya Hai Tere Ishar Ke PecheBy: Anwar Masood
Usay Main Ne Dekha Tu Socha, Keh Ab Chand NeApne Suraj Se Lu Mangna Chor Di HaiBy Ahmad Nadeem Qasmi
Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain To Khayalon Mein Bohat Door Nikal Jate HainGar muhabat main sidaqat bi ho shidat bi Phir to ihsaas hai pathar bi pighal jate hainUs ki aankhon ke nashe main hoon jab se dooba Larkharate hain qadam sambhal jate hainBewafa ka jab bi muje khyal aata hai Ishk aankhon se rukhsar bi pigal jate hain
Har shaam teri yar main jalta hoa dekhon Kab tak dil-e-beetab machtla hoa dekhon Aanchal ki tarah tan se lipat jaon tery Aur khud ko teri zaat main dhlata hoa dekhon
Agar lahu hai badan main to khof hai na haras Agar lahu hai badan main to dil hai be waswas Jisey mila ye mtan-giran baha is ko Na seem-o-zer se muhabat hai na gham-e-iflas
Tu ghabar-e safar main khazan ki sada Tu samandar hai main sahlon ki hawaMain ne sari khudai main tuj ko chuna Tu samandar hai main sahilon ki hawa
Bikhar rahe hain meri zindagi key tmam wark Na jane kab koi aandhi ura ke le jayeMain kab tak dosron ke dukh sambhan ka rakhon faraz Jis jis ke hain nishani bta ke le jaye
Hazaron gham zamany ke dra muj ko nahi sakte Bahut mazboot hoon main bi rula muj ko nahi sakteTumhare dil main jo kuch hai kaho muj se mery dilbar Sabi se dard kehte ho bta muj ko nahi sakte
Bewafai se preshan bi ho jate hain narm johkne kabi tofan bi ho jate hainham ne mehbob jo badla to tajub kesa log kafar se musalman bi ho jate hain
Parwaaz Hai Dono Ki Isi Aik Fiza Mein, Kargis Ka Jahan Aur Hai Aur Shaheen Ka Jahan Aur,Ilfaz o Muani Me Tafawat Nahi Lekin, Mulla Ki Azaan Aur, Mujahid Ki Azaan Aur
Showing 91 of 91