91 poems
Zindagi Mili To Kya Mili Ban K Bewafa Mili Itna Meray Gunah Na The Jitne Mujhe Saza Mili
Yaron K Sitam Un Ki Jafa Yaad Karen Ge Ab Zulm-e-Dosti Ki Saza Yaad Karen GeKabhi Bhol Kr B Naam Na Len Gy Wafa Ka Esi Chot Lagi Hy K Sada Yaad Karen Gy
Ik waqt kay khony kaa ehsaas hua hai Ye lamha na kbhi sach ma paas hua hai Kiun milti mjhe waqti rihaii bhi “RanJ” Jazbaat ka qaidi bhi kbi khaas hua hai
Jab maine apne gulab ko haseen sa gulab dya Ye nazara dekh kar chand bhi sharma gaya Bikher di chandani hamari sadaqat ke waste Uska noor sa chehra bahut khoob nazar aaya
Aye Tu Yun Ke Hamesha They Meharban Bhole Tu Yun Ke Goya Kabi Aashna Na They
Kon Rota Hai Yahan Raat Ke Sannaton Mein Mere Jesa Hi Koi Ishq Ka Mara Ho Ga Kam Mushkil Hai Mgar Jeet Hi Lon Ga Us Ko Mere Mola Ka Wasi Jonhi Ishara Ho Ga
Har Ek Jazbat Ko Zuban Nahi Milti Har Ek Aarzu Ko Dua Nahi Milti Muskurahat Banaye Rakho To Duniya Hai Sath Aansoo Ko Tu Ankho Me Bhi Panah Nahi Milti
Mein Nay Masuoom Bahroow mein Tumhay Dakha Ha Mein Nay PurNaam Sitaroow mein Tumhay Dakha ha Mry MeHboob Teri Parda Nasheeni ki Qasam! Mein Nay Ashkookow ki Qataaroow mein Tumhay Dakha ha
Muje Ab Kuch Sujai Nahi Deta Wo Apne Tak Rsai Nahi Deta Mai Takti Rhon Paglon Ki Tarah Wo Zalam Khain Dikhai Nahi Deta
Kia Zoq Hai Kia Shoq Hai So Martba Dekhon Phir Bi Ye Khon Jalwa Jana Nahi DekhaKia Pojte Ho Kon Hai Ye? Kis Ki Hai Shuhrat Kia Tum Ne Kabi Dagh Ka Dewan Nahi Dekha
Tumhari Har Ek Baat Bewafai Ki Kahani Hai Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko Isliye Mere Aansoo Bhi Tere Liye Pani Hai.
Broz-e Hashar Mai Be Khof Gus Jayon Ga Jannat Main Whan Se Aye Thay Adam Wo Mere Baap Ka Ghar Hai----------- In Amal Ke Sath Jannat Ka Talabgar Hai KyaWhan Se Nikale Gye Adam Tu Teri Aoqat He Kya Note: Above poetry is sometimes wrongly attributed to Allama Iqbal. This is NOT Iqbal's poetry.
Is Qadar Pyar Se Ae Jaan-e Jhan Rakha Hai Dil Ke Ruksar Pe Is Waqt Teri Yaad Ne Hath Yun Guma Hota Hai Garche Hai Abi Subah Firaq Dhal Gya Hjar Ka Din Aa Bi Gyi Wasal Ki Raat
Ye Aaj Kon Se Tufan Main Hai Safeena-e Dil Ke Door Door Kinare Nazar Nahi Aate Hujoon Yas Hai Or Manzlon Andhera Hai Wo Raat Hai Ke Sitare Nazar Nahi Aate
Shab Beti Chand Bi Dob Chla, Zangir Pari Darwaze Pe Kun Dair Gaye Ghar Aye Ho, Sajni Se Karo Ge Bhana Kya Jab Shehr Ke Log Na Rasta Dain, Kun Bn Main Na Ja Bsram Krain? Dewanon Ki Si Na Baat Kary Tu Aur Kare Dewana Kya?
Ultay Wo Shikway Karte Hain Aur Kis Ada Ke Sath Be Taqti Ke Ta’ne Hain Uzar-e Jafa Ke Sath Allah Re Gumrahi But o But Khana Chor Kar Moman Chale Hain Ka’abe Ko Ik Parsa Ke Sath
Bandh Le Hath Pe Seene Pe Sija Le Tum Ko Je Main Ata Hai Ke Taveez Bna Le Tum Ko Kabi Khawabon Ki Tarah Aank Ke Parde Main Raho Kabi Khwahish Ki Tarah Dil Main Bula Lain Tum Ko
Khud Ko Sabz Hi Rakha Ansoon Ki Barish Main Warna Hijr Ka Mosam Kis Ku Ras Aata Hai Tu Hawaon Ka Mosam Tuj Ko Kia Khabar Jaanan Gard-e Bad Gumani Se Dil Be Toot Jata Hai
Nasir Kia Kehta Phirta Hai Kuch Na Suno Tu Behtr Hai Dewana Hai Dewane Ke Mun Na Lgo Tu Behtar Hai Kapre Badal Kar, Bal Bna Kar, Kahan Chale Ho Kis K Liye Raat Bahut Kali Hai Nasir Ghar Hi Raho Tu Behtar Hai
Phir Jogi G Beedar Hoye Is Chair Ne Itna Kam Kia Phir Ishq Ke Is Matwale Ne Ye Wahdat Ka Ik Jam Diya Wan Pareem Ka Sagar Chalta Hai Chal Dil Ki Pyas Bujna Jogi Wan Dil Ka Ghuncha Khilta Hai Ga Galiyon Main Mohin Milta Hai
Showing 80 of 91