The qita
Read it in Urdu script-
Hazaron gham zamany ke dra muj ko nahi sakte Bahut mazboot hoon main bi rula muj ko nahi sakte
-
Tumhare dil main jo kuch hai kaho muj se mery dilbar Sabi se dard kehte ho bta muj ko nahi sakte