103 poems · 35 poets
Tumhari Yaad Ke Jab Zakhm Bharne Lagte Hain Kisi Bahane Tumhein Yaad Karne Lagte Hain
Bas Ik Khwahish Hai K Tuje Khud Se Zaida Chahon Mai Rhon Na Rhon Tuje Meri Wafa Yaad Rahe
Kuch Log Khayalon Se Chale Jayen Tu Soyen Bete Hoye Din Raat Na Yaad Ayen Tu Soyen
Chal Diye Soye Haram Koye Batan Se Momin Jab Diya Ranj Buton Ne Tu Khuda Yaad Aya
Ye Zabt Choot Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi Main Thak Ke Toot Gaya Tu Tumhari Yaad AyiTumhare Baad Na Tha Koi Mera Dil Ke Siwa Ye Dil Bi Roth Gaya Tu Tumhari Yaad Ayi
Ae Dil-e Nadan Kisi Ka Rothna Mat Yaad Kar Aan Tapke Ga Koi Aansu Bhi Is Jagre Ke Bech
Kab Howi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi.
Nikal kay teray pehlo say main jaon tou kahan jaon bhula kay teri yaadon ko main chaho tou kisay chahon adaon pay teray 'ahsaan' bohat tou mar hi jatay hain magar teri adaon ko main paon tou kaha paon
Abi Tak Yaad Kr Rahy Ho Pagal Ho Tum Kasam Se Us Ne To Tere Baad Bhi Hazarun Bhula Diye..
Yaadon man teri yaad thi Kia yaad tha,kuch yaad nhiTeri yaad main sb bhol gay Kia bhol gy kuch yaad nhiYaad ho tm,bs yaad ho tm Q yaad ho tm,kuch yaad nhi
Itni Shiddat Se Yaad Aate Ho Jese Phir Yaad Hi Nahi Aana
Ham Hi Mein Na Thi Koi Baat Yaad Na Tum Ko Aa Sake Tum Ne Hamain Bhula Diya Ham Na Tumhain Bhula Sak
Barish Ki Ye Pehli Boondain Kesa Jadu Kartee Hain Dil Say Khoon K Katray Lay Kar Meri Ankhain Bhartee Hain Barish K Is Deerachay Say Kitnay Manzar Khultay Hain Khwab Sa Alum, Lehja Madham, Aankhain Nam Nam, Bheega Mausam, Pehli Barish,Pehli Khuwahish,Pehla Jazba, Pehla Waada, Pehli Khushbu, Pehla Aansoo, Chup Chup Rehna
Ae Barish Baras, Barsh Aur Baras Aaj Tu Us Ki Yaadon Ko Baha Le Ja
Zindagi Tuj Se Umeed E Wafa Kia Rakhon Jab Muje Chor Gaye Dost Purane Mere
Yaad Hain Ghalib ! Tujhe Woh Din Keh Wajd-e Zauq Mein Zakhm Se Girta, To Main Palkon Se Chunta Tha Namak
Is Barish Ke Mosam Main Ajeeb Se Kashish Hai Na Chahte Hoye Bi Koi Shidat Se Yaad Aata Hai
Us Ki Mehki Hoi Yaadon Ki Sada Jag Uthi Door Ufaq Par Jo Nazar Aya Kabi Eid Ka Chand
Tuje Bholne Ki Kosishain Kabi Kamyab Na Ho Sakain Teri Yaad shakh-e Gulab Hai Jo Hawa Chali Tu Mahak Gai
Wo Ju Doodh Shahid Ki Kheer Thi Wo Jo Narm Masl-e Hareer Thi Wo Jo Aamle Ka Ichar Tha Wo Jo Ham Main Tum Main Qarar ThaTumhain Yaad Ho Ke Na Yaad HoJo Hirn Ke Seikh Kabab Thay Wo Jo Aap Apna Jawab Thay Wo Jo Quettay Ka Inar Tha
Showing 100 of 103