Skip to content
SadPoetry
EN

Mujhe Yaad Nahi

Qita
Share
Make a card
  1. Kab Howi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi.

Submitted by yasir

Report a mistake

More Yaad Shayari

See all