The qita
Read it in Urdu script-
Nikal kay teray pehlo say main jaon tou kahan jaon bhula kay teri yaadon ko main chaho tou kisay chahon adaon pay teray 'ahsaan' bohat tou mar hi jatay hain magar teri adaon ko main paon tou kaha paon
Submitted by Ahsaan suhail


