The poem
Read it in Urdu script-
Aaj Bi Wesa Hi Mosam Hai Aaj Bi Wese Hi Badal Hain
-
Aaj Bi Wesi Hi Barish Hai Jab Ham Pehli Bar Milay Thy
-
Yad He Ham Ne Ye Socha Tha Ham Ko Milte Dekh Ke Mosam
-
Itna Khush Hai, Itna Khush Ke Is Ki Aankhein Bheig Gayen Hain
-
Aaj Magar Ham Jan Gaye Hain Mosam Us Din Kun Roya Tha!!


