34 poems · 4 poets
Mai Ne Chaha Tuje Eid Pe Kuch Pesh Karon Jis Mai Ihsas K Sab Rang Hon Roshan RoshanJis Mai Aankhon Ke Tarashe Hoye Moti Lakhon Jis Mai Shamil Ho Mere Qalab Ki Dharkan Dharkan
Eid Ayi Hai Musarat K Pyami Ban Kar Wo Musarat Jo Teri Deed Se Wabasta Hai
Ham Na Mane Gai Eid Ayi Hai Aap Ate Tu Eid B Ati
Eid Ka Din Gale Aj To Mil Lay Zalim Zakhm-e Dunya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi HaiIshq Is Tarah Ke Gustakh Taqazy Na Kare Husn Mazdor Bi, Majboor Bi, Magroor Bi Hai
Eid ke din bhi tanha hoon Main phir bhi jee rah hoonTeri Eid khushion bhri ho Rab se karta yeh dua hoonAshkon ka sagar jo pee gya Main aik aisa daya hoonMuje iss baat ka ghum hai Eid ke din tum se juda hoon
Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak Jin Ko Nhain Ham Yaad, Unhain Eid Mubarak Masoom Se Armano Ki Masom Si Duniya Jo Kar Gaye Barbad Unhain Eid Mubarak
Niklta Hai K Aadhi Raat Roposh Rehta Hai Hmain Maloom Ho Kaise Keh Iska Muda Kia HaiMunasb Hai Yahi Ab Tu Har Ik Eid Se Pehle Committee Chand Se Poche Bta Teri Raza Kia Hai
Tum Eid Manao Saj Dhaj Ke Me Jese Hon Wesa Hee Sahi Jiss Haal Main Hon Main Jesa Hon Na Poch Sanam Ab Kesa HonTum Dill Ka Lagana Kia Jano Tum Ashk Bahana Kia Jano Tum Nazuk Phool Ho Gullshan Ke Tum Aag Mein Jalna Kia Jano
Eid Ka Din Hai Gale Aaj Tu Mil Lay Zalim Rasm-e Duniya Bi Hai Moqa Bi Hai Dastoor Bi Hai
Rothay Haon Ko Mna Loo Phir Eid Aa Gayi Hai Armaan Naye Saja Lo Phir Eid Aa Gayi Hai
Us Ki Mehki Hoi Yaadon Ki Sada Jag Uthi Door Ufaq Par Jo Nazar Aya Kabi Eid Ka Chand
Khushiyon Ki Sham Aur Yadon Ka Ye Sama Apni Palkon Pe Hargiz Sitare Na Layen Gay Rakhna Sambhal Kar Chand Khushiyan Mere Liye Main Lot Ayon Ga Tu Eid Mnayen Gay
Ae Chand Jab Wo Teri Tarf DekhainTu Unhain Kuch Yad Dilana Madhur Se Kuch Geet Sunana
Ab Ke Phir Eid Card Main Us Ne Lafz Ik Be Dhian Likha HaiPhir Meri Eid Karkari Kar Di Phir Muje Bhai Jaan Likha Hai
Showing 34 of 34