853 poems
Ye Dais Hai Andhay Logo Ka Ae Chand Yahan Na Nikla Kar
December ki sard udass kali Ratoo main Terey hijar kay naag bhot dasaa krty hain
Yeh Sohana Mousam Ashiqee Aur Tumhari Aankh kay SAWAL? Routhoo Mat Jaanan ,Hum Hir Jawab Jantey hain
Nazar Nazar Ka Farq Hota Hai Husn Ka Nahi Iqbal Mehbob Jis Ka Bi Ho Jesa Bi Ho Be Mesal Hota Hai
Jub Bhi Koye Sard Hawa Ka Jhonka Mary Chehry Say Takrta Ha Tera Ahaay Bhar Bhar Kr Sasknaa Mry Dil Ko Mehsoos Hota Ha
Wo jin ko dakh kr Aankhoon mn Roonaq aa jay wohi kuch loog zindagi Weeraan kr jaty hain
Ik Ghazal Mir Ki Parhta Hai Parosi Mera Ik Nami Si Meri Dewar Mai Aa Jaati Hai
Teri Yaad Aye Tu Neend Jati Rehti Hai Khuwab Toot Jate Hain Ab Bi Teri Aahat Par
Wo jo terei ebadato mn bi hayel Raha Wo sirf mary sachay ishq ka mojeza tha
Khud apny ap say darta hoin Mohabbat aik Dahshat ho gee ha
Such kahoon ab tm say Nafrat see hony lagi Hai koyen k itna bewafa koye bi ho achaa nahi lagta
Mujy yaqeen hai wo apni jaang rook day gaa Zulfein khol kr apni tu saminy aa jaye agr
Koye Azeem Saltant agr kyi bar tabhoo barbad hojay Jes say phir aabad ho jay asa khazana ha aankhen teri
Manta hoin tumhay kuch aur bi loog chahte hain Sun!Juo hir kisi ko mil jayBhot aam see cheez hoti hai
Dil Us Ko Dia Hai Tu Wohi Us Main Rahe Ga Ham Log Imanat Main Khyanat Nahi Karte
Sakhawat-e-Mohabbat Mn Tere Oqat ? Apnay Khali Hath dakh ker smajh jata hon
Teri Aankhoon Nay Asa wared Phonka Tha Muj Par Sazzyen Bhol Gaya hon Mn Sub Qayamat ki
Bana Kay Sulgatey Hoye Sehra mn ek Raate Ka Ghar Phir Yoon howa , WO shakhs hawayon ko es ka pata day gaya
Shikwa Nahi Ha Teri Raqeeboo say dosti ka Par mara Hansta basta howa ghir waaran ho gaya
Juda Ho Kar Bi Dono Je Rahay Hain Aik Mudat Se Kabi Dono Hi Kehte Thay Ke Aisa Ho Nahi Sakta
Showing 820 of 853